Loss kay waqat.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    well jnab ap ne pocha hein k loss k waqat kia feelings hoty hein hmki tu mein yeh kahoon gee k mein ne abi tk tradng start nai ki , so loss ka experience nai hua hein bt meray khial se jis ka b loss hota ho ga tu uss ki feelings tu boht hee sad hoty ho gaa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      ma apne bare ma to ye he kahu ga k jab ma trade kr rha hota hu to agr mere trade against b jaty ha to ma preshan bilkul b nhe hota hu aur dusry bhaiyo ko b ye he kahu ga agr market ap k against jaty ha to ap ko preshan hone ki zrurat nhe ha ap ne jo order lgaya hota ha ap us k against order lga skty hain........
      • #378 Collapse

        aksar time jab loss me hoti he toh boht tension hone lagti he lakin ham ko sbar se kam lena chaiye or market ko dekhte hue step lene chhiaye kiu ke market kabi up hoti he or kabi down is lie apne emotions ko qabo me rakhna chiaye or sabar se hi kam lena chiaye
        • #379 Collapse

          mere to koi feeling nai hoti q k maine business start krne se phle soch lya tha k agar bussiness krna hai to loss ko b made nazar rkhna hoga is lye mjhe koi feeling nai ati
          • #380 Collapse

            yar sahi bataon tu mairi feelings buhat hi buri hoti hai mujhay us waqt lag raha hota hai kai shayad main is duniya ka sub say unlucky insan hon aur gussa bhi buhat ata hai kai trade mairay khilaf hi kiyon jati hai so bura feel hota hai.
            • #381 Collapse

              forex mein ap logo ko zida sea zid apractice karno hotihea aur ap logo ko che kea apne equity kea hisab sea trade karni hotihea brother yeh ek bhut risky business hea aur loss aur profit yeh dono cheze mood ko change kardi hea aur forex mein zaori hea kea ap log iss ko learn karien .
              • #382 Collapse

                forex mein jab bhi mari trading loss mein jati hai tu muj ko iss baat k pata hota hai k forex mein jo bhi main ne trading ki hai wo kuch dino tak baad wo profit mein aa ja gy kyun k forex mein jo planing k sath trading karta hain tu un ko iss baat ki koi bhi tension nahi hoti hai k forex mein un ko loss ho jaha ga.
                • #383 Collapse

                  zahr hy loss ho rha ho to feeling achi ni hoti pr ma ap ko apny zati experince ki bat bata hon k jb b trade loss ma ja rhi ho or ap k pas margin ho to trade ko close na kren trade wapis zaror ati hy chay one week k bad ay es ly ap apni close trade ko zero loss pay la skty hen
                  • #384 Collapse

                    Dear bro us time to meri feeling kafi bad hoti han or phir main apny ko app ko suddenly recover krta ho or next think krta ho k ab kia kia jaye ta k mera yeh loss recover hojaye or man is man again profit gain karo.
                    • #385 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: nawab پيغام ديکھيے
                      Dosto kia ap batana pasand karen gay kay jub ap ki lagai huwe trade loss main ja rahe hoti hay to ap ki kia feelings hoti hain
                      I think loss k waqat insan ko mayus nhe hona cahy kun kinsan jab sikhta hai to us ki practice hojati9 hai to practice make a man perfect bas insan ko mayus nhe hona cahy
                      • #386 Collapse

                        ager trade loss mein ja rahi ho tu hum apnay emotion ko loose kar daty hia over trade karty hai jis sa hamy mazzed loss hota hamy stop loss use karna chye aur samll loss ko accept karna chye aur next time achi trade karni chye
                        • #387 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: nawab پيغام ديکھيے
                          Dosto kia ap batana pasand karen gay kay jub ap ki lagai huwe trade loss main ja rahe hoti hay to ap ki kia feelings hoti hain
                          loss k waqat insan ko mayus nhe hona cahiye kun kinsan jab kosish karta hai to us ka kam ho hi jata hai to practice make a man ferfect so itinhk k is per kam karty waqat insan ko himaat nhe harni cahy
                          • #388 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: nawab پيغام ديکھيے
                            Dosto kia ap batana pasand karen gay kay jub ap ki lagai huwe trade loss main ja rahe hoti hay to ap ki kia feelings hoti hain
                            aray bhai zahir si bat ha dukh hota ha.Jee brother mein iss kea bre mein yeh kehan ctah ho kea forex mein ap logo ko zida sea zid apractice karno hotihea aur ap logo ko che kea apne equity kea hisab sea trade karni hotihea brother yeh ek bhut risky business hea aur loss aur profit yeh dono cheze mood ko change kardi hea aur forex mein zaori hea kea ap log iss ko learn karien .
                            • #389 Collapse

                              ager hamen forex k business mein loss ho raha ho to phir humari bohat he buri feelings ho jati hen lekin humen apni tamam feelings ko control main rakhna chahaiye aur humen bilkul hosay k sath kam karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                broa jab ap forex me posting krty hu to ap ko baaz dafa loss be hu jata hey ap loss ko complaete krny ky baad earn kr sakty hey ye ao ke mahnat hey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X