Forum main abhe threads kafi delete ho jati hain kia theek hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum main abhe threads kafi delete ho jati hain kia theek hai
    Dear members main nay last two days main observe kai hai k humeri post kafi delete ho jati hai do din phelay main nay check kai to meri 20 k kareeb total post main say delete theen aj main nay check kai hai to meri 70 k kareeb post total main say minus hoi pare hai meri samjh main jo aa raha hai k jin post k oper humean other members ki appreciation milti hai mean like milty hain to wo post humeri delete ho jati hai kia easa he hai our us ka koi nuksaan hai please apna experience share karean
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course Pakistan forex forum per threads delete hona achi bat hai. Hamain aisa karna chiay kay jo bhi thread karain achay say karain or thread ki quality achi rakhain ta kay bonus acha milay.
    • #3 Collapse

      dear jo post fazol aur unrelevenat hoty hn moderator un ko delete ker daita isi tara jo thread wrong hon ya relevant na hon wo bh deleta ho jaty hn sath main un ki reply waly post bh delete ho jaty hn koushish to ye krni chay ke jin thread main ziada reply hon un main post krain ,is ma ye hota hy ke ap ki post delet ni hon ge
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        jeeee ye bilkul thek hain qk pak froum pay log kafi kuch ajeb post kar dete hain hum ko chaiye k hum asi thread kare jis say hum sab new memerb ko fiyda ho pak froum say hum apna bouns ziyda karne k liye ajeeb tara ki thared laga dete hain jab k hum ko pata hota hain k hum ye thared jo laga rhy hain ye kis kaam ki nhe hain pher b bousn k liye hum ziyda thared lagte hain ye ghalt hain asy delete karna chahiye
        • #5 Collapse

          Dear apki bat theak ha threads delete ho rahy hain lekin hamyn chahye ka ham jab bhi thread create karyn ya kisi bhi thread ka rply karyn tu quality theak honi chahye achi aur informative hony chahyn post aur threads jis se sab k knowledge mein izafa ho
          • #6 Collapse

            bhai jan uski wajha ye hae k shaid apny parha ho k jb b koe new thread post hota hae to hm uspy ussi waqat post kr dety hain aur jb moderator uss thread ko check krta hae to wo thread bekaar hota hae to uss thread k oopar jitni b posten hoti hain wo delete ho jati hain.to moderator ki nasihat k motabic thread ko km sy km ik hafty bad post krna chaey tan k wo thread aprove ho ly.
            • #7 Collapse

              Furam k bhot sy rols change ho gye hy is liya ham ko is my bhot dyhan sy postings krni hy ab our ham ko achi achi post krni hy ap ki post thek nai hogi topic sy hat k hogi tb ap ko phr post ka bunass nai mily ga our ap ki post delete ho jaye gi
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                jee haan bhai ap theak keh rahay hain hmari kuch threads delete ho jati hain un ke main reason ye ha k hmari posts ke quality achi nae hoti is liyay jab mederator check karta ha tw wo posts delete kr daita ha hmain chahiyay k ham apni posts ke quality ko behtar krain
                • #9 Collapse

                  New system ke mutabik Jo thread Forex ya forum ke mutabik na ho MATLAB bilkul fazool ho to new system ke mutabik us thread ko delete Kar dia Jata hi or us pe Jo thanks mile hoty ya rating delete hone ke bad wo automatically neche aa jti hy MATLAB kat lo jati hy
                  • #10 Collapse

                    bahi thread ki delete hona achi bat hai agar hum apni thread ki quality ko improve krein gein or to the pont answer dein gein tou ye hamary liye behtr hai kun k humain boubus sirf usi thread ka milta hai jo k hum topic k mutaliq bat karty han or moderate jis thread ko approve karty hian is liye zarori hai k thread jab bhi post krein us ki quality ka khayal rakhain ta k humain effort waste na ho
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                      Dear members main nay last two days main observe kai hai k humeri post kafi delete ho jati hai do din phelay main nay check kai to meri 20 k kareeb total post main say delete theen aj main nay check kai hai to meri 70 k kareeb post total main say minus hoi pare hai meri samjh main jo aa raha hai k jin post k oper humean other members ki appreciation milti hai mean like milty hain to wo post humeri delete ho jati hai kia easa he hai our us ka koi nuksaan hai please apna experience share karean
                      Forum Mein Aise Threads delete Hoti Jo Baar Baar members aik jesi threads bna daity Hain or Jo threads fazzol Hoti Hain wo delete ho Jati hain
                      • #12 Collapse

                        g han ye bahot achi bat hay key forum se fazul threads or posts ka delete hona, es ka reason ye hota hay jo threads or posts useful nahi hoti wo delete hi ho jati hey.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          System change hony ke bad jo niya aya hai us main yeh dekha jata hai ke ap ka thread jo ap post kar rahay hein wo forum ke bare main hai ya nai aur dosara thread repeat tu nai hai agr in 2 main se aik bhi wjh hoei tu wo thread minis ho jata hai jis se apki mehnat zaia ho jati hai so jb bhi thread kren in baton ka khayal rakhein

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X