je han main ap ke bat se agre karta hon kah jab bhe koy new tradar forex main samel hota h or as ko kuch profit ho jata h to wo samajta h kah forex main kam karna bohat he asan h jis ke waja se wo as main ak to mahnat nahe karta dosra wo as main bohat zyada jald baze karta h jis ke waja se as ko bohat bara nuksan ho jat h .as lae forex main hamin bohat zyada mahnat karna chae takah ham log ache profir hasel kar saken .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим