Forex ke hawale se galat fehmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    yes, ye humari bohat bari galt fehmi hai k hum jaldi se is market se paisa kama len gay kun k ye ek bohat risky market hai is leye hum yahan se itni jaldi paisa nhi kama sakte earning k leye humen kafi hard working karni pare gee or kafi experience hona chaye then hum achi earning kar sakte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      g bilkul sahi kahaa hy aap ny, aksar new traders yeh gltiyaan kerty hain aur apna loss kerwa dety hain is leay unhain chaeay k wo proper pehly forex ko seekhain pher is sy earn karain
      • #288 Collapse

        g han bilkul kuch new trader jinhe join kye kuch din he hote hain agr unhe kisi aik bat ki smajh a jay to wo smjte hain k ya kaam to easy hai lykin age isko nai smjte hain aur mazid experience hasil krne k bjaye over confident ho jate hain aur phir apna loss krte ha
        • #289 Collapse

          forex trading main loag kehtay hain keh is main loss he hoata hay agar koe trader experience rakhta hay to wo is trading say kamata ziada aur loss kam karta hay
           
          • #290 Collapse

            g han trading market ko aik big risky market samja jata hay so is main trade karty waqt pehly market ka trend and market ka momentum dekhna chaye phir is main decision lena chaye kay kon si trade open karna chaye then ap ko acha profit ho ga
            • #291 Collapse

              forex ka hawala sa ghalt fehmiyan to bhot hoti han likn ap ko forex ko achi trahan smajh kar karna chaya is liya ka forex main ghaltiyan ki kio jagah nahi hy
                 
              • #292 Collapse

                Forex ke hawale se logon ki ghalat fehmi ye hai k forex froud hy ya log is ko haram samjhty hn but ye sab ghalat hy forex boht acha online business hy is main ap hard work kr boht achi earning kr sakty hn,,,,,,
                • #293 Collapse

                  forex trading kay hawalay say ghltfehmi rakhnay walay loagon say yahe umeed ki jati hay keh keh aik real business hay jis ki waja say iss main roaz baroz izafa hota ja raha hay iss leay aap ko bhe is main kissi kism ki ghaltfehmi nhe rakhni chaheay.
                     
                  • #294 Collapse

                    is main ghalat fahmi ka tasawar e nhi pyda hota our jo is forex k bary main ghalat fahmi rakhty hain unhy btana chahta hon k y aik real busness ha jis say aik acha roozgar milta ha lihaza sari ghalat fahmian door kar li ja ay
                    • #295 Collapse

                      G jnab bilkul thk kaha ap ny koi bhi new shaks ju forex mai enter ho ga usy sab sy phly is buissness or market level pr knowledge or experience lyna pary ga ky aya jab woh invest kr ky trade kr sky tu benifit ly sky.
                      • #296 Collapse

                        han yehi forex me hota hai mostly jab aap ko trading nahi ati hai or aap mistakes karte jate ho or isi waja se aap ko is business me losses ko face karna parta hai is lye over confident hona he nahi chahiye hamesha soch smajh ke trade place karni chahiye .
                        • #297 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                          forex ma jab koi nya trader dakhil hota ha to woh market se la ilm hota hai or woh is la ilmi ma kuch galt dicision leta hai or us ko khud per kuch zyada hi aitmad hota hai ke woh yeh kam assani se kr skta hai jis ki wajah se use bhri loss ka samna krna prta hai.
                          g ap say ma agree ho ho k jab koi naya ata hy to wo wrong decision hy to us ko loss hota hay is liay us ko phly knowledge hona chahiay ya us demo account pay practise karni chahiay
                          • #298 Collapse

                            han yar sahi kaha hai , isi lye ma sab se pehle tmam or khas tor se new traders se yehi kehta hoon kay zyada se zayada knowledge gain kren, yehi sab se kam ki chez hai ap kay lye, kyun kay ap ko jitni knowledge hogi ap otni hi achi trading ker apo ge or otna hi mistake se bach sko ge
                            • #299 Collapse

                              Yes apne sahi kaha.Khas kar is tarha ka situation new trader ke sath hota he kiun ki unko forex ke bareme jyada malum nehni hota or oh galat diccision lelete he or oh sochte he ki oh jo dicission lie he oh sahi he isitarha unhe bhari loss hota he.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                brother forex tarding k bray m kuch logon ke galt fami ha k ya jova ha but asa ne ha forex eak real m one line business ha aor ya International business ha us m hum tarding kar k earn kartay hn aor hum ko loss b hota ha forex real m best business ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X