Forex ke hawale se galat fehmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    logo ki ya ghalt fahmi ha ka forex per o kam kiya jata ha vo haram ha is ka nuksan ya ha ka app ko loss ho hjata ja
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ye phelay phelay sub ki issi trahan easy lagta hai ye dekhnay me easy lagta hai is liye sub ko lagta hai jo bhi is me new ata hai wo bhi yahhi samjh leta hai ye to easy hai me easy se kar lon ga jab wo khud karta hai phr usse pata chalta hai ye dekhnay me jitna easy lagta hai magar ye utna mushkal hai us niyat wo trading karta hai phr loss kar keta hai .
      • #18 Collapse

        G ni koi galt fami ni ha jis se hum ko koi dokha lgy bs hum ko apne emotions ko control krna chiye tb he sucess ho ge
        • #19 Collapse

          G janab sahe kaha hai ap ny Forex mein jab kisi bhi new trtader ko profit hony lagta hai to woh khud ko ik acha trader samhajny lagta hai usy lagta hai k main ab is kaam mein expert ho gaya hun lekin ye un ki galat fehmi hoti hai esa nahin hota hai, isi galat fehmi ki wajha sy traders ko loss ho jata hai new traders k liye ya kisi bhi trader kliye over confident hona harmful hota hai.
          • #20 Collapse

            ji haan bilkul sahi kaha apne new traders forex trading main entry tu bht confident sse karte hain magar market k bare main unhe sahi se knowledge tu hoti nahi ha so jab trading karte hain tu loss ho jata ha aur phir souchte hain k ye ku hoya so newbies ko chaiye k wo pehle acha se market k bare main knowledge gain karain aur demo pa practice karain
            • #21 Collapse

              my all dears friends bhut sy log is business ko haram kaehty hai k ye business sahi nai hai ye aik kisam ka juwa hai lykin iasi koi bat nai mry piyary bhaion ye business halal hai kun is main hum din rat mehnat karty hai or is main nafa nuqsan bhi shamil hai
               
              • #22 Collapse

                mere bhi jb koi new trade ayta ha to us ko forex k bare ma itna ni pta hota or forex k bare ma ghlet knowledge ki waja sy loss ho jata ah new member ko chaye k ap forex par kaam krny sy phile forex k bare ma complete information hasil kr ken demo account use kr k training karn jo ap ki hepl kare gi
                • #23 Collapse

                  g bilkul forex main new trader jab forex main aty hain to wo forex ki market se la ilam hoty hain wo baghir experince ke real account main trading kana start kar dety hain jis ki waja se unhe loss hota hai .
                  • #24 Collapse

                    forex ko taskheer Kar liyaa,har chez main time lagtaa hai Sekhnay main Bhi acha khasaa time lagtaa hai jis nay pehlay kuch Arsa profit loss Ka Sochay binaa Sirf learning par zoor diyaa wo forex main Apna future bana Saktaa hai.logon ki yeah bohot bari galat fehmi hai k yeah forex job haram hai but aea kuch nhi haiyeah halal job hai q k hum din raat isky bary mainreadingg krte hai
                    • #25 Collapse

                      ji dear ap sahe bol rahay ho hamai aisa he karna chayah or yaha experinec bdh lazmi hai yaha per bhd mehnat karni hoti hai dear warna yaha per ap ka koi kam nahe hai ap ko mehnat karni pharti hai yaha per bhd zada.........
                      • #26 Collapse

                        my dear friend i am agree with you . baaz trader ese hay jis ko ek trade me kuch profit milta hay wo apne aap par bahot ziada barosa karte hay aur phir jab trade lagate hay to os me wo sab kuch lost karte hay ese kehte hay emotion me trading jo bahot danger hota hay .
                        • #27 Collapse

                          My dear ap ny bilkul theek kaha ki jab bi koi trader is mn enter hoota h to us ko apny uper bht hi amad hota h us ko apny uper aitmad kam or mehnat zyada karni chaiye ta k us ka tajarba or bi barhy
                          • #28 Collapse

                            assalam! gee haan jaanaab bilkul aisa hi hota hai aur iski wajaa yeh hoti hai key woh trader ney pehle demo account par trading seekhi nahi hoti issi liye woh earn bhi nahi kar paataa aur nuksan mein rehta hai..........
                            • #29 Collapse

                              Ji haan isi liye kaha ja raha hai baar baar k aap jab trading start krein us se pehle achi tarah knowledge gain kr lein aur sath hi demo account pe practice krein. Aur new trader ko kbhi bhi over confidence nhi krna chahiye. U'll always suffer destruction cz of it
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                je forex mein mostly asay he loog loss kertay hain jo over confidence hotay hian ya jo lalach mein raaton rat ameer hna chatay hian un ko pata nahi hota keh forex trading ka business kitna mushkil hai aur is mein kitna hard work kerna perhta hai phir ja ke aap kaamyaab hotay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X