Fourm per Posting ke limit February say Change ho Gyie hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fourm per Posting ke limit February say Change ho Gyie hai.
    Dear Members,

    Kuch din pehlay Mai naay aik tread mai per day number of posts confirm karny ke liye pocha tah ke daily posting ke limit kitne hai.
    aur ziada tar members kay khayal mai daily 50 posts ho sakti hain

    Lakin Ajj Kal fourm per posting ke limit : 5 to 10 posts hai.

    Administrator ke post ka screen shot attach kar raha hon jo feburary 2018 ke post hai. ya yeh rule dobara say change ho gyia hai ? app ka iss baray mai kiya khayal hai
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear rule to wohi hona chahiye jo administrator ne keh dia hai lekin abhi bhi agar ham 10 postes se ziada ko reply kr jate hain to iss se ziada bhi reply pr hamen forum se koi notification ni milta hai isliye mera khayel hai k forum walon ne abhi iss rule ko lagu ni kia hai unhon ne hamen future men posting k rules bataye hain lekin abhi tak in per koi action ni lia hai mera to yahi khayel hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Jo limit change huwi thi posting ki maine khud check keya tha ap per day 50 mean 24 hours mey ap 50 posts kr saktey hen jo ky enough ha ap agar har post ka acha reply karen sahe tarah kaam kareb tou 50 posts per day enough he hoti hen
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #4 Collapse

        dear agar ye rule forum ki taraf se hay to esi me forum members ki behtri ho gi or ye hamary ley acha rule ho sakta hay esi rule ko follow karna hamari zemandari hay.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
          Dear rule to wohi hona chahiye jo administrator ne keh dia hai lekin abhi bhi agar ham 10 postes se ziada ko reply kr jate hain to iss se ziada bhi reply pr hamen forum se koi notification ni milta hai isliye mera khayel hai k forum walon ne abhi iss rule ko lagu ni kia hai unhon ne hamen future men posting k rules bataye hain lekin abhi tak in per koi action ni lia hai mera to yahi khayel hai.
          Brother App ke baat sahi hai ke forum per post ho ziada b ho jate han lakin mujhy laga hai ke baqi posts ka bonus count nai hota hi , per day sirf thori se posts ka bonus he count hota hai . Lakin app ke baat sahi hai ke iss mai confusion kafi hai abhi b.
             
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے

            Bhai apny wo purani post share ki hoi hai apni post main forum k rules k mutabik ham daily ki 50 posts he kr skry hain or main dailh 50 posts he krta hon 10 post wali apko mis understanding hoi hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
              Bhai apny wo purani post share ki hoi hai apni post main forum k rules k mutabik ham daily ki 50 posts he kr skry hain or main dailh 50 posts he krta hon 10 post wali apko mis understanding hoi hai
              Thanks for help , Mai iss liye confuse hon ke post mai update ke date check karin tu yeh 27 Feb 2018 hai. kiya iss kay baad b rules mai kuch changes ayei hain ?? ager app kay pas woh wali post / thread ka link hai tu link ya screenshot share karin tu sab ke help ho jiye ge aur confusion b khatam ho jiye ga.
                 
              • #8 Collapse

                -dear ap ne bilkul theek kaha forum posting ka rule change ho gaya hai ab ap ko posts kar sakty hain agar ap zayada posts zayada bhe karen tab bhe ap ko notification nahe aae ga lekn mare khayal main agar ap rule voilate karo ga to account block bhe ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  ap ny bahut achi information di hy kio k mery khial main aik din main 10 posts agar koi bnda krta hy to yeh bahut hi un post ko mokamml knowledge aur detail sy kr sakta hy kio k 10 sy ziada post ko krny main ap koi short way use krty ho ya unko thora likhty ho to main to yehi kahoo ga k yeh new system best hy ap is systems ko follow kr k behter bonus bi hasil kr sakty ho aur forex trading ka knowledge bi hasil kr sakty ho
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    Dear Members,

                    Kuch din pehlay Mai naay aik tread mai per day number of posts confirm karny ke liye pocha tah ke daily posting ke limit kitne hai.
                    aur ziada tar members kay khayal mai daily 50 posts ho sakti hain

                    Lakin Ajj Kal fourm per posting ke limit : 5 to 10 posts hai.

                    Administrator ke post ka screen shot attach kar raha hon jo feburary 2018 ke post hai. ya yeh rule dobara say change ho gyia hai ? app ka iss baray mai kiya khayal hai
                    Mere Khayalon Mein To Hum Dileep 4 posts kar sakte hain Kyunki Agar Iske limit change ho gayi hoti to hum Jab Dussehra da post Karte toh Hamari post Bombay jati hai na
                    • #11 Collapse

                      aaj kal ap daily mean 24 ghanton mey 50 posts kar sakaty ho jasay he 50 complete hongi ap ki daily ki limit puri hojati ha ap araam sy achay answer karan aur limit puri karen best ha
                      • #12 Collapse

                        haan je rule change hay ap abhi 24hours mei 50 posts kars aktay ho ap jo 5 posts ka keh rahay ho wo thread hain mean ap 1 din mei i think 5 threads create kar saktay ho baaki posting 50 daily ki bohat he hoti hain
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Nai brother mai threads ke baat nai kar raha tha, balky specifically number of posts ke he baat kar raha tha . lagta hai ap naay thread kay sath attached screen shot nai daika jis mai Administrator nay stright likha howa hai ke din mai app 5 to 10 post kar sakty hain. balky jo post screen shot mai de gyie hai yeh forum per majood b hai aur app fourm per search kar kay iss ko khud b study kar sakty hain.
                           
                          اب آن لائن

                          Working...
                          X