High risk high reward

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High risk high reward
    Main ye thread es liye start kar raha hm tak ese parh kar in logo k mind clear ho jayein jo forex trading ko bohot risky karobar samjhte hain. Bohot se hamre dost jb kam investment pe daily high average earn karna chahye hain to phr aik din sb doob jata hy q k equity jo kam hoti hy wo big order stand nahi kar rakhi. Phr ye log sb ko kehte phirte hain k forex is too much risky remain away from it otherwise you will be finished like us jb k is time wo apni ghalti ka zikar nahi karein gy kbi k ham ne kaise laluch main aa k sb kuch khatam kiya apna.
    At the end I would like to say
    "Forex is High Risk High Reward, Low Risk Low Reward"
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading me ye asul hai ke yahan per jitna risk high hoga aap ko utna hi profit bhi high mile ga lekinmera mushwara ya hai ke ap ko shru me high risk nai lena chahiye kyunke aao ka experience us waqt kam hota hai
    • #3 Collapse

      Yes dear you are right and i had personally experienced it that in and during trading risk factor depends on us because ager lalach karyn gay to ddob jaye ga sub so hamy limit.may rehty howy trade lagani chahye
      • #4 Collapse

        g janab apki bat bilkul thek hai mei samajta hu k agar equity 500 k round about ho tab bhe trade zyada bardi nahe lagani chaye kyu k lalach karny se koi fyda nahe thorda thorda kar k insan kaafi acha aur zyada paisa kama sakta hai yahan se bs market trend ki samaj bujh honi chaye
        • #5 Collapse

          Forex trading mein risks bht zayada hai lekin jitna risk hoga hoga uska reward bhi zayada hi hoga lekin zayada risk nahi lene chahiye trading karte waqt kyun k aisa zarori nahi hai k har dafa ap k risk ka apko high reward milega, hamesha trading safely karni chahiye ta k loss naa ho aur earning b achi hojaye.
          • #6 Collapse

            i agree with you that high risk give you high reward and high earning but it can give high loss if you mistakes or market are not in your favor so to take ore risk is not good you should take risk according to your skills
            • #7 Collapse

              forex kay baray main ye aksr sochtay hain kay ziada risky hai aur msla hota hai, likn agr ap sai se kam seekh lain tu koi problem nai hoti, ap low amount se shuru krain aur jb thora faida milna shuru ho tu phr ap ziada amount lgaien, takay apko bhi ye yaqeen ho kay ab mai ziada profit kma skta hun
              • #8 Collapse

                   
                • #9 Collapse

                  Trading tips EUR/USD

                  It is recommended to open SELL short positions at the level of 1.3733 with stop-loss at 1.3780 and a target of 1.3685
                  I am posting this signal late actually but its still valid signal.
                     
                  • #10 Collapse

                    han ge bilkul per my sugestion is low risk with low reward. q ke hmesha slow and steady wins the race . is liye hmain low risk se start krni chye,
                     
                    • #11 Collapse

                      trading mai high risk ke sath bhot kum log trading kerte hai trading is tarha nahi hote.high risk ko face kerne ke liye apko account mai balance bhi acha hona chaiye warna koi faida nahi hai high risk ke sath trading kerne ka.thanks.
                      • #12 Collapse

                        Agar high risk lainge forex main hum to high reward ho sakta hai aur high loss bhi ho sakta hai kun keh agar high leverage aur lot size per profit to ziyada ho sakta hai lekin hamesha demagh ye baat bhi rakhni chahiye keh loss bhi to ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Mere khayal main forex risky beh hai. lekun is qadar beh nei keh iss se hmesha nuqsan hota hai. forex aik art hai iss ko baqaida seekhna parta hai. jesy ham job hasil kerne kay liay kai kai sal study kertay hain. isi tarah forex main beh hme seekhna parta hai. so jo log forex seekh ker kerte hai un kay liay risky nei.
                           
                          • #14 Collapse

                            Je hum mey sey zyada tur log esa he kerty hen ahemn apni investment ki hisab sey profits or risk lena chahye na kay hum la luch mey aaker high risk reward ki taraf berhen or apna account wash kerwa bethen or aakhir mey hum forex ko ilzam den kay yeh busines bohat bura hey or is mey losses zyada hen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ik bht hi mashoor bat ha bara player bnne ke lia bht bara risk lena perta ha isis terhan forex main bhe hum ager risk lain to hum achi earing ker skta hain lakin ye risk ager roz roz lia jaye to huma fiada kam or nuqsan ziada ho skta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X