kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    meray khayal say jo new trader hay wo apni ghalti say seekhtay hay lakin jo senior member hay kabhi us say bhi galti ho jati hay our kabhi market itni tezi say chalti hay kay aap ko trade band karnay our dosari trade laganay ka moka nahi milta hay our aap ka loss ho jata hay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      g blkul loss is the basic part of learning, achay professional traders ne ghaltian ki hain to hm kaisay nhi kraingy, hmay b chhaya hai k acha trader bnnay k lie mistake ko nazar andaaz na krain, usko tarika se istamaal krain r mistke ko coiver kr k agay jaen warna you would face loss again
       
      • #813 Collapse

        Mujeh aapki thread bhot achi lagi hai aur mein iss per yeh kehna chahoon ga kay forex trading mein jab tak aap ko muksan nahi hota aur aap jab tak apni galtioun say na seekhay tou aap ko kabhi achay trader nahi ban saktay aur acha trader wohi hota hai jo apni galtioun say seekhta hai. demo accounts per practice karein takay aap apni galtioun per kabo paa sakein.
        • #814 Collapse

          Jeee Bilkul Q nahi Hame Har Ghalti Se Yaani Har Mistake jo k ham artein hain Forex Trading mai Us ka Sirf Nuksaan Nahi hotaa bal K Us ka Faidaa b Hotaa hai Or faidaa b Bohat baraa hota hai k ayenda ham aesi ghalti nahi karpaate..
           
          • #815 Collapse

            g zaror ham ko loss sy bhi kuch na kuch sikhny ko milt ahy balky hamy sab ko hi loss sy kuch na kuch sikhny ko milta hy par kuch who sabak hasil kar lyty h our jab k kuch egnor kar dyty hy
            • #816 Collapse

              Forex Trading Bussiness mai Ghalti karne se hame Kaafi knowlegde hasil hoti hai or hame aage seekhne ko b bohat milta hai apni mistakes se or mistake se he insaaan seekhta hai or aaage barhtaa hai ...
               
              • #817 Collapse

                bhai jan hum ko loss se hi sab kuch sikhne ko milta hai aur insan sambalta tabhi hai jab us ko thokar lagti hai.agar hum loss se sabaq sikh gay aur asi mistakes dubara na kin to hum kamyab hi kamyab hain.
                • #818 Collapse

                  ak achy trader ki nishani he yehi ha ke wo hamesha loss se sekta ha and agar wo iysa nahi kary ga tu us ko lazmi musalsal loss ka samna kerna per skata ha agar apny loss se lesson lity howy ak acha tarding banay jay tu is se in future trading kerny mi asani ho sakti ha .
                  • #819 Collapse

                    Demo account is really very important but without practice on the Demo account you are not able to earn so much and without earnaing you just waste your time
                    • #820 Collapse

                      kaya hum sub ko bhi kuch loss g han hum sub of the trading sy ap ko or muja loss sy bhot kuch sekna ko
                      • #821 Collapse

                        je main ap ke bat se agre karta hion kah jab ham logon se koy ghate ho jate h jis ke waja se hamin loss ho jata h to ham log apne ghalte se bohat kuch sekhte hain .kunkah jab ham log dobara trading karte hain ti wo ghalte jo ham log phale karte hain wo ham log dobara nahe karte jis se ham log loss se bach jate hain as lae ham log apne ghalte se bohat kush sekh sakte hain or as ko dobara nahe karte
                        • #822 Collapse

                          Yes we are learnnrhe many points from the loss. We are improve the knowledge and skill. So that we are perform the good.
                          • #823 Collapse

                            asslam o alikum my all friend g han bro huma loss sa bi saikhna chaye jo huma loss hota ha wo humeri he galti ki waja sa hota ha or phir bi hum lalach karty han forex trading ma
                            • #824 Collapse

                              Sir apki baat theek hai mager loss say wohi log seekh saktay hain jo educated hain ya phir jo expert hai normal insan loss say kuch nahi seekh sakta hai ye ghalta baat hai trading kay liye ap pehlay seekhay thank u
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                g hna hm is business me loss se b kafi acha experince hasil kr skaty hain or is business me hmen loss se b kafi achi learning hoti ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam le kar hi hmen is business me kam krna chahe

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X