kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    yaah ham sab mistake kar k hi sekhtay hai jab hamara loss ho to ham sochay gy ye kaisay or kio howa ham na konsi mistake ki or next time wo ni karay gy is tarha hamay learn karnay ko zayda milay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      Yes dear humain apni har mistakes or forex par loss sy bhot zada seekhny ko milta hai.Agr apko forex par apki mistakes ki waja sy loss ho ja hai to apko apni mistakes ko correct karna chahiya.
      • #783 Collapse

        je har insan galtiyo sy learn karta hai or jab ap ko trading ma loss hota hai to iss ma ap ki hi mistakes hoti hai so pehlay achay sy learn karay phir trading karay,
        • #784 Collapse

          Kaya ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my agar work karty ho to ap is my agar work
          • #785 Collapse

            G han hmen is business me loss se b kafi achi learning hoti ha or loss se b hm is business ka kafi acha experince hasil kar skaty hain is iliye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam le kar hi is business me trading kiaa kareen
            • #786 Collapse

              g han bilkul loss jab b ham karty hey hamari kesi mistake ki waja se hi hota hay hamy chaye k ham mistakes me se learning karen or next trading me ye mistakes na karen
              • #787 Collapse

                forex ke busines min ham ko jab koi bi loss hota hi to ham ko chiae ke ham as apni galti ko write kir lian as ke bad as ko dobara ni hona chiae as thre se ham ko learning min bari help mile gi forex min ap ko ziadase ziada tjerba ko hasil ker ke trading ko kirna chiae
                • #788 Collapse

                  ji haan ap ney sahi sunna hai k admin k taraf se ye announcment howi hia hain k jo b thread achi hogi us ko 15usd inaaam diya jayeega and ye kuch members ko mila hai isliye mian kahunga k humein achi achi threads karni chayen ta k hum b inaaam jeety
                  • #789 Collapse

                    g g why not Loss tu hum ko wo sabak sikhata hai jo demo bhi nhi sikha sakta jab tak ap ki mehnat ya ap ki jaib sa pesy nhi jata uss waqat aap ko smjh nhi aati k kya right hai or kya wrong kaha galti ki thi or kaha nhi iss liye acha trader whijo los sa seekhy
                    • #790 Collapse

                      Yes
                      humy loss se bhe bhot kuch sekhny ko milta hai jab humy forex pe bhot ziada loss hota hai to hamari aqal tekhany ajati hai aur hum pher bhot ziada hard working karty han ta k humy dubara loss na ho kun k dar hamary dil me beth jata hai
                      • #791 Collapse

                        Some time we are learn the good tips. But not a regular. So that we are avoid the mistake. Try to perform the good work. So that we are safe the loss.
                        • #792 Collapse

                          je haan milta hai par kosis karay es main day by day mind se trading karay aur es main greedy na karay aap k liye money earn karna easy ho ga uar es daily market ku view karay aap k liye best ho ga
                          • #793 Collapse

                            ji bhai ji is main waqai main koi shak nhi ahi k is main jab bhi ap kam krty hain to is mian waqai main ap ko bht hi kuch seekhny ko milta hai is main kam krna thek hai is main kam krny se is main waqai main ap ko profit milta ahi is main ye hota hai k is main
                            • #794 Collapse

                              G han ye aik asa business ha jis me hmen loss se b kafi acha experince hasil hota ha iis liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam lee kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss se kafi acha experince hasil karty hain jis ko hm earning me madad le skaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                bilkul g agr loss hojata ha tu pershan hone ki zarorat nai ha..hamen misaktes ka anlaysis karne chayhe aur next time repeat nai karne chayhe,,,,jo traders asa karte han wo successful hojata han is mistakes ka analysis karna boht zarori ha...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X