kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    g han hamain apni ghaltiyon r loss sy zror seekhna chahye k ye loss hamain kiu hua kia ghalti ki ham ne r us ko note kar k us ko apni kamzori ni apni kamyabi ka zariya banaen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      hame loss se ye seekhne ko milta h k agr hum is ko phle learn ker lite demo pe practice ki hoti to aj hame ye loss na hota h hme loss is bat ka ehsas dilta h k hum ne kuch kya ni is mko smjhna is ko learn ni kya demo pe practice ni ki is wja se aj hme loss hoa h
      • #768 Collapse

        loss hum ko trade mai mistake say sabaq sekhney k liye deta hai agar app loss say sabaq hasil ni kartye ho tab app ko again b loss honey ka dar hota hai es liye loss say sabaq sekhu app
        • #769 Collapse

          Agree with peoples point of view lol but we need to consider few things when we get loses that what made us lose. Our strategy for that particular trade, our analysis, market movement suddenly changed, news blah blah. And after getting that we should try not to repeat those mistakes again.
          • #770 Collapse

            well ji haan forex business ek asa business hain jis mai poor rich sab join kar k kaaam kar sakty hain kyun k is bsuiness hum ghar beethy kaama sakty hain bas thori bht knowledge ki zarurt hoti hain and haan ye poor family liye bht hi support karti hai and sare problem solve karti hain
            • #771 Collapse

              Han ji hum jo bhi trade krte hyn or us myn hum ko loss ho jata ha to us myn forex ki koi galti ni hoti ha. us myn hamari hi galti hoti ha. hum jb dekh rhae hote hyn k market ka trend kis side pr to hum trade laga dete hyn jb k hum time ko ni dekhte k ab trend change ho jaye ga. hum apni hi mistake ki waja se loss krte hyn. lekin hum ko un mistakes ko mind myn rakhna chaye. or un ko repeat ni krna chaye.
              اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
              • #772 Collapse

                dear agar app demo mai practice ker raha hai us ma agar app ko loss ho jy tu ap ko apne mistake ko note ker na hoga aur us mistake ko thek ker na hoga taka app next time trade ker na laga tu app kafe ache trade ker ka acha pip hasel ker lan.
                • #773 Collapse

                  jee haan bilkul hamain loss se bohat kuch seekhne ko miltaa hai, next time jab bhee ham trade karain ge tu last time jis mistake ki waja se jo losss huaa thaa us se ham bach sakte hain, is liye loss se ham seekhte hn.
                  • #774 Collapse

                    Kaya ap pakistan froex forum traidng my agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is
                    • #775 Collapse

                      g yhan dear hamen loss se bohat kuch seekhe ko milta hay hamen apni ghaltion ka pta chalta hay oragar ham apni ghaltion ko ghor karen or unhian roken to ham next time trade main kamyab ho sakte hain.
                      • #776 Collapse

                        balkul g ham sab ko loss se kuch nahe blky bohat kuch seekhnay ko milta hai per banda seekhny wala ho to . yani us ko apni mistake ki observation or solution per grip hony chahian.
                        • #777 Collapse

                          aslamo_alikum ha ge janb koi be kam ho is ma jo loss hota ha wo hamre ghlate ke waga say hota ha ku kay hum is ma jab lalch karty ha to lalach buri bal ha is trha forex trading be ha jab is ma humay loss hota ha to is say hamy kafe sikhny ko to milta ha phir anda hum jo ghlate ke hote ha wo dubara nahe karty......
                          • #778 Collapse

                            han dost loss se to hi sikhne ko milta ha agar real account pe loss hua ha to q ke demo account pe loss hone se koi farq nai parta leken real account apki apni investment loss hoti ha.
                            • #779 Collapse

                              meray khayal say forex may aap shuru may apnay loss say seekhtay ho our jo galti aap karay usay dobara na dohraye our kabhi kabhi hamari galti nahi hoti phir bhi hamay loss hota hay lakin kabhi kabhi market kafi out ho jati hay our aap ka loss ho jata hay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                ye bat to daroosat hai mager mam apni nature ki waja say loss ko bhool ker agay nikal jatay hai aur 1 new order lega daitay hai. is sab say ziada zeroori hai k ham apni loss wali trade ko daikhay aur pta legay k ham kis waja say haray hai? forex ko kernay k liye sab say behtreen hai app her roze proper paper work keray aur likhay app app ka target kia hai, aj kis waja say main nay target paya ya loss kia?

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X