kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    bro mairay khiyal say hum log jitna loss say seekh saktay hain wo profit earn kar kai bhi nai seekhtay doesn't metter kai ap musalsal loss karwa rahy hain but ap ko himat nai harni chahiyay aik na aik din ap profit earn karna start kar dayn gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      buht buht buht zeyada seekhne ko milte hai hum ne pane loss se buht kuch seekha hai jis ke bad buht hi behtari ai hai hmare kaam mein is ke liye ap ko hosla rakhan hota hai kaam ko seekhain galti find kian
      • #588 Collapse

        g dear jab hamien loss ho jata hay is lia tab he hum forex sa learn karta hay ka hum na kya mistake ki hay agar app forex sa asii mistake karta raha ga tab tak app fore sa achi learn nah kar sakha is lia proper learn karien is lia jab be app ka stoploss hit ho to zarror learn karien
        • #589 Collapse

          yes bhai jan ham ko loss sy apni mistakes milti han or phir ham ko un pr work krna chahey ta k next time yeh nai ho or ham ko phir sy loss nai ho or ham next time handsome profit gain kary.
          • #590 Collapse

            if we don't incur loss how can we learn from our mistakes. so loss tells us to be very careful in future & not to repeat the mistake
            • #591 Collapse

              G Janab Bilkul Hamain Loss Se Pehli BAt ot Ye sekhhne Ko milti hai kay bagair Practice k real account par kam na krain us k bad agar practice kr k b loss hota Hai to Apko Kuch esa New Pta Chalta h Jo App Doosro ko btate Ho Jo K boaht se logon ko pta NAhi Chalta Jsi se Ap k aik galti k loss se boaht se log us loss ko krne se bach jatay hain>>>
              • #592 Collapse

                loss ki waja say ham ko sochna parta hai k ham ko loss q or kiss waja say howa or ainda ham kiss terha es say buch saktaain hain
                • #593 Collapse

                  han bilkul jub bhi humain loss hota hai to humain bohat kuch sekhne ko milta hai aur ainda hum is ghalti se bach jate hain aur phir active rehte hain
                  • #594 Collapse

                    dear friends forex trading eik aesa online work hai jahan aap apni mistakes se bohat kuch seekh sakte hain aap ko chahiye ke hum wo ghaltiyan dobara na dohrain or apni ghaltion se baht kuch seekh sakte hyn jab hum un pr dehan den.
                    • #595 Collapse

                      G han brother loss hamen ye sabaq deta hai ke ham ne jo kam kiya hai us main hamri apni galti hai aur ye kay ham wo galti dubra na karin .
                      • #596 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: teeda پيغام ديکھيے
                        hir hony wala loss is sabaq day jata hay kia app log manty hian ky trading ky business men hony wala loss sirf trader ki apni galti ki waja sy hota hay ?:(
                        yes baro ap thek kah rahe hia ke loss user ki apni galti ki waja se hota hia jb esye ek bar loss ho jata hia to wo agli martba dehan se trading karta hia or es tarha wo apne loss se sabaq sikhta hia or dobara loss se bach jata hia
                        • #597 Collapse

                          G bilkul hum trade lagte hain or hame loss hota hai to wo loss hame sekha k jata hai k hum ne galti kia thi or hum phr us loss se sekhta hain k hum ne jo galti ki thi wo phr na ho or hame us galti se sekhna ko milta hai or kbi na kbi phr wo galti jis se hame loss huwa tha us galti se jo sekha hota hai wo hum age nhe krta or phr hame profit hota hai wo galti na krna ki waja se to ek tra se wo loss b humra liye ek sabaq hota hai to bhot kuch sekha jata hai.....:)
                          • #598 Collapse

                            g ha g jnab,,is mai humay loss say hito apni galti ka ehsas hota hay janb.,,wesay nahi hota hay jnab,,ager hum is mai shai trha say trading na na karin janb,,to loss bhi ho skata hay janb,,ok janb,,it is my opinion on it
                             
                            • #599 Collapse

                              yes miley ga loss sy learn aur agr aap aik kamiyab trader banna chatay hay tu aap ko chayei kay forex ko learn karay because without learning profit made karna difficult hota hay mein forex say daily good money made kar sakta hon because forex aik lifetime business hay aur worldwide business hay is mein unlimited money made kar saktay ahy .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                G han g bilkul hm sb ko is business me loss se bhi sekhny ko milta ha agr hm is me loss se experince hasil karen tu hm next time loss se bach kar profit ki tarf ja sakty hain isi liye hmen chahy k hm is business me loss k waqt ghabreye nahi balky experince hasil kareen..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X