kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    ji han aksar trader ki ghalti ki waja se hota hai ya phr market ki surtehal ka achanak se badaljane ki waja se bhi hosakta hai is liye hume chahiye ke hum in ghaltion ki waja se seekhe in se learn kare take successful hosake age.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      g han koe bi businuss app kartay han to us ma ake point ata hi ha jb app ko risklayna parta ha yae bi asa hi ha edr app ka har bar risk layna hi parta ha us k bad hi app jb kisi tim koe ghalti kartay han phr us ka faida hi hota ha ap ko app baray nuksan say bach jatay han......
      • #378 Collapse

        G bilkul loss sy hmy kuch na kuch lesson zaroor milta hai. jab b koe trade lgaty hai to hm yahe sochty hai ky hmy is m profit hoga yah yah market hmari favour me jay ge lykin har bar asa ni hota or sl b hit hi jata hai jisy pta chlta hai hm ny jo analysis key thy wo proper ni they isley hmy loss huw hai or achy analysis krny my hmy yah madad krta hai next ham yah soch k analysis krty hai ky hmy last time ke trha loss na ho istrha ham behter sy behter analysis krty hai or krny ke koshish krty hai
        :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
        • #379 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: haya پيغام ديکھيے
          han gee loss se bhi seakhnay ko milta hai kyun kay loss ki waja se hum logo ko iss baat ka ahsas hota hai kay hum nay kaha galti hai aur humain kin galtiyon ko avoid karna chahye islye loss ko as a lesson sumjhain toh bohat ziada achi baat hai.
          loss se agr sekne wala admi ho to os ko to bahoot koch mil jata he wo to learn kafi kar leta he aor jo ye sochta rahe ky mjy loss ho gya he wo rota rehta he mgr os ko milta koch nae mgr loss se bhe galti se bhe seka ja skata he
          • #380 Collapse

            g brother wesay tau hamain loss honay per buhat gussa ata hae lekin reality mein loss honay se hamain kaafi kuch seekhne ko milta hae jab hum apni mistakes ko analyze kartay hain aur apni mistakes ko correct kartay hain aur future mein apni mistakes ko repeat na karna hi asal learning hae.
            • #381 Collapse

              g han milta hai bht kuch seekh ny ko hum loss kar k h to apni mistake ko samaj patey hai ager hum galti nahi karey gy to humey humari mistakes ka b andaza nahi ho ga.
               
              • #382 Collapse

                g han her hony loss me hamy experience hasil hota hy or humy us ko just yad rakhna hota hy ager hum phir wohi galti kren to is sy hamy loss hi ho ga is lye jis galti sy hamy sabaq mily to usy hamy yad rakhna chahye
                • #383 Collapse

                  ji bilkul forex par loss hone se ham kafi kuch galtiya theak kar sakte ha forex mai aghar ap ne apni galtiya theak kar di to samjho ap sucess hone wale ho forex mai ap jitna dil laga kar kam karo ge itna jalti ap forex par sucess ho ge
                  • #384 Collapse

                    g han hamn loss sbi bhoat kuvh seakhny ko milta hay s ma jab ham koi bi mistake karty hain to hamen aik andaza ho jata hay kay ham nay yeh mistake ki theeto hamen loss hua tha es kay bad ham yeh mistake nahi karen gay to phir hamen loss nahi hooga
                    • #385 Collapse

                      han haman loss se bhot kuch sekh na kko milta ha kun ka there is a saying that you are not able learn yet until you make any mistake but to apni galti ko sahi tareka sa istemal karna zarrori hota ha
                      • #386 Collapse

                        je han loss he se to ham sab kuch seektay hain agr loss na ho aur profit hi profit ho to in future humain boht bare bare loss honay ka andesha hota hai so loss to achay hotay hain
                        • #387 Collapse

                          han bikul bro jahan tak mera khyal ahi bilkul humey loss sy kafi kuch saikhe ko milta hai kyun k jo humare ghalte ki wajah se humey losshota hai to hum dobara us se bachne ki koshish karte ahin i think so
                           
                          • #388 Collapse

                            bohat acha sawal hai bhai loss say humein bohat kuch sekhny ko milta hai q k jo galti hum karty hain us say humein loss ho jata hai aur es tarha next time hum wo galti nai karty aur hum apny kam ko zada say zada bhtr tareeky say karty hain aur acha profit earn karty hain
                            • #389 Collapse

                              forex loss say humay boht kuch seekhnay ko milta hai jub hum koi ghalti kartay hain to humay boht loss hota hai to humay dukh hota hai magar hum apni ghalti par ghor Karen aur us ki the tak pohanch kar us ko sahi Karen to hum apni ghalti sudhaar saktay Hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                yes absoulutely losses se hmen bohat kuch learn karne ko milta he. but hum losses se hi sub se zyada learn karte hen/ her loss me ek mistake hoti he jis se hum learn karte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X