Buy limit or sell limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy limit or sell limit
    Inasta account main buy aur sell limit ka bahot hi acha option maojood hai is ka faida ye hai k ap apni marzi k mutabiq trade limit ko set kar dete hain aur wo trade jab us limit pe jata hai to auto se start ya close ho jata hai aur is tarah hamen har waqt apne pc pe nazer nahin rakhni parti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Is ko pending orders kehty hain aur waqie ye ek boht zabardast option hay is se ham koi bhi limit rakh kar chor daite hain jab bhi market us value ya point par pohnchati hay to hamar order khud ba khud place ho jata hau aur us mian ham TP ya SL laga kar order automatic close bhi karwa sakty hien..
    THKS
    • #3 Collapse

      G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai koi trade lagana chatybhai magar market abi tak aus level tak ni ponchinto hum pending orders laga k chaly hai jis se humra order auto par aus jaga se lag jata hai aor hum ko profit ho jata h.
      • #4 Collapse

        My dear ye orders type hain our us ko pending order khety hian ager app current price k oper market main enter nahe hona chahty hain to pher app pending order apny technical analysis jo ap nay kia hian us k mutabik trade lgaa dain to pher he app trade ker k stop loss ko kum ker sagty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Friends buy and sell limits ka options bohat he acha and faidamand hy Mt4 ma is k zariye ham pending order laga sakty hen pending order ka aik faida ye b hy k hamen market ka kisi desired level tk ponchny tk bar bar check nai karna parta balky khud he order open ho jata hy

          اب آن لائن

          Working...
          X