Causes of loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Causes of loss in trading
    Traders ko forex trading main trade kr k Jin wajah sy loss hota hai wo ye Hain.
    1. Lack of experience.
    2. Lack of knowledge.
    3. Greed.
    4. Aik he trade main apni sari investment lga daina.
    5. Aik time main ziada trades open krna.
    6. juld baazi krna.
    7. Proper planning na krna.
    8. Apni trading abilities sy ziada trades open krna.
    9. Loss ka fera Dil main Rakhna.
    10. Apny AP per confidence na krna.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    App naay aik he thread mai almost sari he reasons cover kar de hain jin ke waja say trader ko loss hota hai ya phir ho sakta hai . inn mai say kuch tu bohot he ziada aam mistakes hain jo saray traders kisi na kisi time per karty hain aur in ko avoid karna lazmi hai ager achi trading karne ho tu . loss ke aik aur b common reason hai woh hai over trading , iss ke waja say b aksar traders ko loss ka samna karna parhta hai.
    • #3 Collapse

      Bilkul aap ne jitne bhi points batye hen ye sab ke Sab trading men loss ki waja banty hen in se bachne kilie hamen Apne knowledge and experience ko ziada increase Karna hoga or is men thora SA add Karta Chala jaon ke Sab se pehle ap zabardast Kisam ki prectic Karen Kam az Kam 4 month tab ap ke loss men Jane kee chances Kam ho ge Aor ap Acha profit earn Kar pao ge
      • #4 Collapse

        trading main juld bazii ki jae ya bina trading sekhay trading ki jae to loss hujata hay humain chaie k pahly trading sekhain demo py trade karain news anylysis learn karain aur phr trading karain takay loss kum sy kum ho
        • #5 Collapse

          Mery dost app nay humery sath ache information share ki hai hum ager forex main achy trader banana chahty hain to pher humean un sab advice ko follow kerna ho ga pher he forex business main hum long term ache income earn ker k acha profit earn ker pain gay
          • #6 Collapse

            G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai ye chaty hai k hum ko ais mai loss na ho to ais mai hum ko ye sari baty pata ho aor hum ain par amal bhi kary ta k hum ais market mai ghalti na kary.
            • #7 Collapse

              Yes brother ap ne bahut achi thread post ki ha aur agar trading mein profit earn karna ho tu ap ne jo point bataye hain un p achi tarha tawaju dyn aur ye khamiyan door karyn aur achi tarha knowledge akatha karyn experience karyn aur demo account p practice k bad live trding start karyn
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Exactly yehi waja hein maximum loss kay aap ne boht achi info share ki hein ziyada tar log bina knowledge kay tarde kart hien us se un ko shadeed nukqsan hota hay kiun kay koi bhi kaam karna ho to wo tab hi kamyab ho sakta hay jam hamin us kaam ka knowledge ho baki tamam aspects is kay baad kay hein..
                THKS

                اب آن لائن

                Working...
                X