net speed kitni honi chahyia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    it is not necessary to take 5 mb internet speed , the work of trading and posting would be also done is 1 mb also so we don't want to so much internet speed , just we have to type only not to see the videos e.t.c .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      agr ap ke pass dsl he to km se kam 1mb honi chahey warna majbori ke tehat to mobile ki speed p bhi kam ho jata he trading bhi hoti ha aur posting bhi hoti he
      • #198 Collapse

        g dear as forex me trading karnay k leya net ki speed achy honey chw qk agar speed kam ho ge to humary kam bhe ruk saktay hay or as tara say humay loss bhe ho saktay hay
         
        • #199 Collapse

          internet pe online kaam kerne ke liye achi speed ki zarurat hai take aap forun market ke up and downs ka pta chala saken aur aap trading me fast hun is liye net speed ka acha hona zaruri hai
           
          • #200 Collapse

            daer forex tradeing ko join kar ky is mee business karny ky liy pakistan mee jitni speed is waqt chal rehi hy bilkul theek hy is liy hamien is speed net sy koi gilla nahien hy kiu kih forex tardeing ky liy boht achi speed avail hy
            • #201 Collapse

              net speed achi honi chaia.ta ka posting ka kam ma dsvari nia ho.net ki speed ka zaria hm posting acha traka sa kr sakta han.market chat ya market trend dakan ka lia hama net speed pr i nsar krna hota ha.
              • #202 Collapse

                dear friend forex may net ke speed ke koi requied nai han bus itna speed hon k ap trade karty huy distrub na hon net ke waja say bus baqi koi issue naio net k forex may
                • #203 Collapse

                  net ki seed achi hi honi chahay kun ke post karte waqat bhi page time se hi kholna chahay .or dosra ye ke net ki speed se hi softwere chalta hy jo ke kamaz kam 1 mb to honi hi chahy.
                  • #204 Collapse

                    mery khayal mein aj kal har jaga net ki speed thek hai or forex trading ke business ko karny ke liye 2mb net ki speed better hai es se hum achi trading kar sakty hain.
                    • #205 Collapse

                      Mere bhai Pakistan forex forum bohat hi halki site hai aur ye slow se slow net per bhi chal jati hai is liye aap ise hr speed per use kar sakte hai is per posting karna aasan hai aur aap easily kar sakte hai but net ki speed agr achi ho gi to us se aap tezi se kaam kar sake ge.
                      • #206 Collapse

                        net speed ka koi issue nai hy ess liy MT4 to normal mean low sy low speed per bi chl skta hy ess liy yeh koi issue nai hy aur forum per posting k liy agr ap k pass google open ho rha hy to etni speed forum k liy kafi hy so that net speed doew not matter in forex trading at any stage either MT4 or forum.
                        • #207 Collapse

                          Net speed is also important to do the forex work of forum and trading, so we just need to make our connect atleast 2 Mbps it will be the best for our all work of forex, and also due to this we can make our work with full relax of mind.
                           
                          • #208 Collapse

                            Dear trading karat waqt net speed 1 mb honi chahiye lekin agar 512 kbps bhi hai tu koi masla ni hai ap is speed par bi trading kar saktay ho...
                               
                            • #209 Collapse

                              dear mery khayal me pakistan forum me ya forex me trading karny k ley net ki speed fast honi chaye, pakistan forum me agar net speed kam b ho to koi fark nahi pardta magar live forex trading me net ki speed bahot fast hona zarori hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                bhai jan forex mai trading kelye net ki speed one mb speed ho to aap asani se karsakte hai. for example with the help of mobile internet connet with pc or net usb "evo" etc..........................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X