net speed kitni honi chahyia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    net speed kitni honi chahyia
    mera app sab user sy ye sawal hay ky forum par posting karny ky layia or trading karny ky layia net speed kitni honi chahyia:(
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi jan may to abi fil haal abi tuk to one mb speed use kerta hun 0r wo to mashallah boat hi bahtreen perfoam dy rahi hai or may mast ho k kaam kerta hun janab......
    • #3 Collapse

      internet pe online kaam kerne ke liye achi speed ki zarurat hai take aap forun market ke up and downs ka pta chala saken aur aap trading me fast hun is liye net speed ka acha hona zaruri hai
      • #4 Collapse

        forex main trading k lyey net ki koi khas speed ki zaruret ni hy agr ap 1 mb speed use kr rhy ho to ap phr bhe posting or trading kr skty ho ache speed mil jay ge bt agr ap 2 mb use kro gy to ap ki speed pehly seache ho jay ge
        • #5 Collapse

          brother forum pr kaam krny k k liye kam speed se bhi kaam chal jata hai forum ki site heavy nahi hai light website hai forex-pak forum ki jis k liye ziada net speed ki zarorat bhi nahi hoti hai mere khayal se tu agr aap k pass 250 kb/s ki speed wala connection hai tab bhi aap easy posting kr sakty ho forum pr
          :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
          • #6 Collapse

            my dear friend pakistan forex forum mein posting karnay kay leiy net ke speed one mb ho tu bhe hum bare asane kay sath posting kar saktay hein aggar kesi dost kay pass es say zeyada speed hay tu aur bhe acha hay
            • #7 Collapse

              net ki speet achi honi chahye k easily or fast browsing ho.ta ki apk aik second ki b dair na ho jb ap trading kar rahay hoon.so speed doesn't matter.bs speed itni zaroor honi chchye k apko apny kam k darmiyan koi problem face na karna paray.i think minimum one speed theak hai but minimum.
              • #8 Collapse

                yaar net ki speed sab se badha issue hai kyun k kain dafa net ki speed main kami ki waja se main apni trades ko close nahi kar saka jis ki waja se mujhey loss huwa lakin ab meri net ki speed full hoti hai or wese bhi agar net ki speed full ho to yahi best ho ga...
                • #9 Collapse

                  is main trade ka lia mara khyal sa itni khas ziada net speed ki zarorat nai ha ager ap ka gher main dsl lga hoa ha or 1mb ka package ha or normal speed bhi arhi ha to trade karna main koi mushkil nai ho gi
                  • #10 Collapse

                    is kaam ma aap ka net ki speed kam az kaam itni honi chahiya ka wo aik page pa hi itni dar na da . is ma aap kinet ki speed ziada sa ziada hni chahiya taka aap ka aik inute bhi zaia na ho is ma aap ki speed 2 mb to hni shahiya .
                    • #11 Collapse

                      buht acha question hy....posting k liya yh trading k liya net speed buht achi hone chahye ....takay kam time humara zayada se zauyada kam ho saky n humain during work koi prb ka samna na karna paray............
                      • #12 Collapse

                        speed ki zarurat hai take aap forun market ke up and downs ka pta chala saken aur aap trading me fast hun is liye net speed ka acha hona ki zaruret ni hy agr ap 1 mb speed use kr rhy ho to ap phr bhe posting or trading kr skty ho ache speed mil jay ge bt agr ap 2 mb use kro gy
                        • #13 Collapse

                          ix me speed koi xda matter nh krti ap km speed me bhe kaam krskte ho leken yeh apke use pe ha agr xada speed hogi tu ap k lye xda acha trading k ilawa bh ap bki km jaldi krskte ho
                          • #14 Collapse

                            agar aap ne forex trading karni ha tu net speed ke tention na lo net ke speed matter ni karti just aap ka mt4 easily run kare aur net available hona chae you can say just 256kb is enough
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Kya forex mein net speed 1 mb kafi hai nahi ya to phir zayada honi chaye agar kisi maloom ho to bata do pls

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X