net speed kitni honi chahyia
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    net speed slow nahi chahiye ku slow net speed se bht gusaa bhi ata hai or phr hamara kam bhi ruk jata hai jis ki waja se hamary time ka bhi harj ho rha hota hai is liye net spees taiz honi chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Brother wese net ki speed achi hi honi chahiye ap k pr main fillhaal cable net use kar rha hon jis ki speed bohat kam hy pr main kese na kese kr k manage kar rha hon
      • #558 Collapse

        one mb ki speed bhi kaafi hai theek kaam hota hai koi problem nahee hoti aor some times to sab hi networks pe kuch na kuch prob aati rehti hain
        • #559 Collapse

          wase net ki speed jitne taz ho utna he acha hy kue kay jab app ki net ki speed ache ho ge to is sa aik to app apni trader ko time pa laga be sakte ho or time pa close be kar skate ho or dorse bat ye kay app apni posting ko be fast kar sakte ho pir jab app kay net ki speed ache ho ge t o
          • #560 Collapse

            Mere Bahi aap Mobile pe Mt ko use kar sakty hain pakistan main net ke speed or packages bohat achy wifi usb har tarha ye software use kar sakty hain
            • #561 Collapse

              i think forex trading k liye net speed ziyada say ziyada honi chahiye taa k hum achay say foorex trading kr
              • #562 Collapse

                forum pa posting k liya ap k net ki speed ka out class hona zorrari nahi lakin ap k net ki speed achi zorrar honi chaia lakin forex main tradign karty howy ap k net ki speed ka out class hona boht zorrari ha q k agar beech main net chala gay to boht problem ho sakti hain
                • #563 Collapse

                  asalamo alikum bhai jan mary neat speed toabhi 1mb he use ho rahi ha our mashallah bahtreen perfoam ha our ma es speed par bhe khose khose mast ho kar kam karty han mughy es kam par bouth maza ata ha .
                  • #564 Collapse

                    Forex trading main business kartay hooay aap ko iss baat ka khyal rakhna chaheay keh net kay signals pooray hoanay chahain kun keh iss main bhe loss ka khatra hoata hay
                    • #565 Collapse

                      dear friend mery mutabiq hamain forex mien trade kerny k lye kam az kam 1 mb ki speed ki zarort hoti h ager hamain etni speed na mily gi to hamain trade mien difficulti ho sakti h
                      • #566 Collapse

                        Kam az kam ap ki speed 512kb honi chaheay without speed k trading sahe hoti hy jis say ap ki trading bhe rok sakti hn ap ko loss ho sakta h
                        • #567 Collapse

                          my dear brother iss me aap ke net ke speed zaada he honi chye taa k aab zada sy zadaa kaam kren or zada faida utha sken or aap ko ksi be kism ke musikl ka smana naa krna pry ....!
                          • #568 Collapse

                            trading main loss ka aik factor net speed bhe hay yani jub ap ka net slow work karta hay to aisi sorat main ap time per trade open ya close nai kar sakty hain jis ki vaja say ya to profit nai hota ya phir loss ho jata hay is laye kam is kam 512 kb net speed hona zarori hay
                            • #569 Collapse

                              I chahye k easily or fast browsing ho.ta ki apk aik second ki b dair na ho jb ap trading kar rahay hoon.so speed doesn't matter.bs speed itni zaroor honi chchye k apko apny kam k darmiyan koi problem face na karna paray.good................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Forex trading k lei lazmi he k humare pas net ka aik connection aur computer ho magar koei bari teez speed nahi chahye bas aik normal internet connection jis se hum market se connect bhi ho sakin aur phir hum market min trading karte hue trade open bhi kar sakin aur close bhi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X