net speed kitni honi chahyia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    forex trading pe online kam krne k leye internet ki zyada speed honi chaheye ta k ap ne ek din me jitne post krne ka aim bnaya hai wo pora ho ske r hum jaldi se apni posting kr ske r forex trading ki market k ups n downs bhi jan ske
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      net ki speed agr behtar ho to app kam jaldi karanga aur app par tension bi nahi hoga aur app say trade karnay may asani hogi
      • #333 Collapse

        dear is mein jab ap posting karty hen to is mein net speed ka koi masla nahi hota hy mery pass bhi kam hi speed hoti hy lekin is mein bhi mein posting kar leta hun is mein ap bhi kar sakty hen.
        • #334 Collapse

          forex forem me posting ke lye ap ke lye jo achi seed honi chye wo 1mb be ziada ha ap is speed per trding or posting easily kar sakte ha kisi kisam ke ko tension wali bat nahi....
          • #335 Collapse

            yeh ek boht acha forum hai jo log forex mai new hotey hain ukney lye yeh forum boht acha hai apka thread bi boht acha hai mjh ko boht kuch seekhney ko mila hai jahan tak apke thread k jawaab ka taaluk hai to mai abi new hoo mai iskey baarey mai ni jaanta hoon mai abi sirf study karta hoon
            • #336 Collapse

              my friends forex or trading krty wqt lazmi ha k ap k pas net available ho kiu k ap net k bgair koe b business or trade online nai kr skty es leye lazmi ha forex k leye net hona chaye or net speed full honi chye take posting or trade krty wqt koe problem na ho or jaldi jaldi posts kr sky ap
              • #337 Collapse

                achi net speed ho ge tu app ki trade jaldi open aur jaldi closed ho jye warna app ko market main kisi bhi time loss ho sakta hai aur app ko is main kam karne ka pata ho ga aur app ko is main market main koi masla nahi ho ga aur app safe rehe ge aur app ko is main kam ko karne ke liye acha net hi use karna ho ga .
                • #338 Collapse

                  MY PERSONAL dear friend pakistan forex forum mein posting karnay kay leiy internet ke speed solitary mb ho tu bhe hum bare asane kay sath posting kar saktay hein aggar kesi dost kay pass es say zeyada speed hay tu aur bhe acha hay
                  • #339 Collapse

                    brother forum pr kaam krny k k liye kam speed se bhi kaam chal jata hai forum ki internet site heavy nahi hai light web page hai forex-pak forum ki jis k liye ziada web speed ki zarorat bhi nahi hoti hai mere khayal se tu agr aap k pass 250 kb/s ki speed wala connection hai tab bhi aap straightforward posting kr sakty ho forum pr
                    • #340 Collapse

                      je net par kam karnay k liye 1mb speed to honi zaroori ha q k market ko open karnay k liye aur us k baray main jannnay k liye net speed ka acha hona zaroori ha.
                      • #341 Collapse

                        net speed bhi forex trading business mai bht acha kirdaar ada karti hay net speed ki wajha say hi ham forex ko achi tarah learn kar sagaty hain agar hamaray paa achi net speed ho gi to hamain terminal use karnay mai assani ho gi or koidifficulty ni ho gi to net speed is important for traders.
                        • #342 Collapse

                          net speed to normal ho to ham apni posting kr skty hain agr ziada ho gi to bht fiada ho ga aor work acha ho ga aor is main apna kam asani sy kr skain gy speed slow ho gi to kam main thora mushkl hoti ha
                          • #343 Collapse

                            g bhai mein apki baat samjh gaya hon trading and posting karnay k leye net ki speed minimum one mb to honi chaheye ta k hamein post or trading kartay waqt kharab net ka samna nahi karna parhay r hamara kaam b easily ho jaeya kary
                            • #344 Collapse

                              bahi jan may to abi fil haal abi tuk to one mb speed use kerta hun 0r wo to mashallah boat hi bahtreen perfoam dy rahi hai or may mast ho k kaam kerta hun janab......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                I think server is something insta will choose for you. It depend of your location. The nearest is the best for latency. But sometimes we can pick specific server but you have to comunicate with admin, maybe you use vps on other country so you should pick other server different than they choose for you

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X