Other Mattels slow then gold
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Other Mattels slow then gold
    Friends main abhi gold pe trading kar raha hon jo k is time bhot hi fast profit de raha hai os se pahle main ne silver aur currency pe trade kia hai laikin wo gold k muqabala main bahot hi slow kaam hai laikin gold main trading k liye apke pass acha khasa balance hona chaye q k ye profitable hone k sath sath risky bhi hai but is main kaam karne k baad dosre pairs ko chorna parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear main aap se kissi had tak ittefaq krta hoon, gold men bahot achi movement hoti hai aur gold men trading bahot profitable hoti hai but main smajhta hoon k gold ki trading men jitna profit high level ka hota hai utna loss bhi ziada hota hai isliye jo trading men biggeners hain unhen gold ki trading ni krni chahiye.
    Gold ki trading k liye must hai k hamare pass balance bhi acha hona Chahiye aur experence bhi acha ho tab hamen gold ki trading krni chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      G bahi ap theak kah raha hain gold ki movement bohot tazz hai silver ka mukabala mai gold 900 pics aram s move krta hai or silver 100 tk taja ha gold ka mkabla mai jin ka capaital mean bonuse tohra hai wo silver use karain trading ka lia gold jaldi account wash krta hai
      • #4 Collapse

        Gold pe Kam capital ke sath trading Karna bhot Bari bewaqofi hy gold pe trading tab Karen jab apke pass capital ziada ho q ke jab ye up Jata hy to phir up hi Chala jata hy or jab down aata hy to phir shoot Kar ke down aata is ki movement bhot ziada hy or maen is bat agree bhi Karta hon ke is men profit bhi ziada hy e crunccy ke lehaza se lekin ye Mattel bhot risky hy
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
          Friends main abhi gold pe trading kar raha hon jo k is time bhot hi fast profit de raha hai os se pahle main ne silver aur currency pe trade kia hai laikin wo gold k muqabala main bahot hi slow kaam hai laikin gold main trading k liye apke pass acha khasa balance hona chaye q k ye profitable hone k sath sath risky bhi hai but is main kaam karne k baad dosre pairs ko chorna parta hai
          Han g bilkul forex tradinf market main gold k mukablay baki tamat mattels bohat slow move krty hain gold aik bohat risky commodity hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Gold main agr ap ka knowledge aur experience nai hai tu trading karna bahat bari na smjhi hai koun km investment ke sath is se trading karna bahat hi riski kam hai koun jb yeh move karta hai tu daily ki movement is ki baqi ki nisbat bahat hoti hai aur is ka spreed bhi zaida hai. Gold par trading ke jahan nuqsan hein wahan is se benifit bhi yeh koun jitny bhi metal hein wo is ki nisba5kafi slow hein aur bare business wale ko gold gold par mza bhi ata hai
            • #7 Collapse

              AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum yes other metallic instrument ki volatility gold ki nisbat inthai kam hy.. Gold ki volatility inthai zada hy.. Isliye in experience traders ko demo pe practice karna bht zaroori hy
              • #8 Collapse

                Dear brother main aap ki baat se itifaq karta hun hun par main ne ek trade 09 April ko open ki aur aaj 17 April ko 30 loss mian close karna pari due to very slow movement is se pehlay main silver main trade karta tha us time shyad wo speed main fast the magar main ne nisbatan gold ko best paya hay..
                THKS
                • #9 Collapse

                  g han ye bat to hay other metals me trading karna or gold me trading karna alag alag hey, other metal pairs ki market gold se kam risky hota hay or gold ki market movement bahot fast hota hay.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
                    Friends main abhi gold pe trading kar raha hon jo k is time bhot hi fast profit de raha hai os se pahle main ne silver aur currency pe trade kia hai laikin wo gold k muqabala main bahot hi slow kaam hai laikin gold main trading k liye apke pass acha khasa balance hona chaye q k ye profitable hone k sath sath risky bhi hai but is main kaam karne k baad dosre pairs ko chorna parta hai
                    Forex trading Mein sabse fast Gold ke moment hoti hai oh yeah metals maybe Sabse Tej more karta hai aur gold made trading karna Kafi risky Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Main to dosto aik plan bneay hai jes main just main currency main trading karoun ga our kisi bhe commodity ya metal k sath trade nahe karoun ga koin k khuch na hony say khuch hona better hai our us wja say humean us main acha profit easily our asani say mil jata hai
                      • #12 Collapse

                        well dear g metals bohat riski hotey hain likan just gold hi metal hai jiski movement bohat fast hai our aesa isiliye hai kyun gold ki demand ziada hai pore world mey isiliye is metals mey ziada movement hoti hai other metals keh mutabiq so mey apko kahoga keh gold par trade Matt kare kyun keh gold bohat having rsiki hai is sey apko bohat loss ho haskta hai even keh account bhi wash ho sakta hain apka jnb
                        • #13 Collapse

                          Forex trading may aese tou bht se pairs hay jo k bht riski hay aur un ko samjhn bhi mushkil hay par gold par trade karna bht mushkil hay is ki movement ko samjhna itna asan nai hay is liay humay gold par trade karny se pehly isay bht achi tarha samjhna cahiay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Yes dear gold ki movement bahut fast hoti hai baqi pair ki nisbat aur gold p trading bahut risky bhi hai hamyn chahye k gold p trding krni ho tu balance zayda hona chahye aur lot choti rkhni chahye aur achi tarha analysis kar k trade lagani chahye phir profit hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X