Greed... enemy of traders.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed... enemy of traders.
    Mainay pichly dino gold main trade kr k 115 dollars ka profit bna lia tha laikin mainay or profit lainay ki greed ki laikin mujhe profit nahi hoa or greed krny ki wajah sy mujhe loss honay laga or mainay aoni aik he trade main 479 dollars loss kr diye
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul greed har aik ki enemy ha agar ap ko 115$ itna acha profit haasil hogya tha ap ko chaiye tha ap kam se kam 50% withdrawal kartay aur baaki sey money management krtay magar ap ney lalach keya jiss se big loss huwa greed ko hamesha apni trading se nikaal den
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      bhai jee waisay bhi lalach buri bala hay jab bhi ham lalach karty hien to hesha nuqsaan uthaty hien is liye throra khana chahiye magar saaf khana chahiye jis se sil bhi mutmain ho aur bila kisi khuf kay ham trade kar sakin mazeed ye kay jab hamin sufficien profit earn ho jaye to phir usay as soon as possible with draw karwa layna chahiye..
      THKS
      • #4 Collapse

        Off course my friend greed humera forex main sab say bara enemy hai our jo bhe trader us ko control nahe kerta hai wo forex maen kabhe bhe professional trader nahe ban sagta hai koin k jes main tolerance nahe hoti hai wo kabhe success nahe kerta hai
        • #5 Collapse

          bilkul ap ney darust kaha k greed yani lalch traders ki dushman ha tamam bhaiyoon ko is sa bachna chahiya . jo trader is men phansey ga wo loss uthaey ga.
          • #6 Collapse

            ap bohat lucky thay ap ney agar itna aprofit haasil keya tha ap ka then next step withdrawal tha ap ne double lalach ki na yehi cheez ney ap ko mazeed nuksaan bhi de diya elsiye bhai ess cheez se bacho lalach bohat buri cheez ha
            :p Yes You Can Do :p
            Honesty + Sincerity = Prosperity
            • #7 Collapse

              JI afssos hua aap k loss pe.. "Greed is a curse".. Hme koi b kaamimandari se krna chahye aur greed nhi krni chahye tbi hm kamyaabi k qareeb hoty jaty hen. insan me greed tw boht hy lkn hme control krna hota hy khud pr wrna greed ki wja se hum apni sari mhnat pr paani pher dete hen..
              • #8 Collapse

                mujhey bohat experience hay trading ka kaafi arsays ey maine yehi dekha ha jo log trading mey laalach kartay hen wo log loss ka shikaar har surat hotay hain ap ky saath bhi asa huwa ap ney akamaya magar lalach kea loss kar bethey ho lalach buri cheez ha esko chorr do
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G han bilkul theek kaha ap ne kisi bhi kaam may agar hum zara bhi lalach karty hay tou humay loss hi hota hay jo traders bhi is business kay lalach karty hay wo bht loss kar bethte hay is liay humay greed bilkul bhi nai karni cahiay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X