forex trading aik tuff work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    آپ کو اس جگہ آپ کے لئے تو یہ مقام واقعی اتنا tuff پر ہو جائے گا، نہیں سمجھ سکتے ہیں اگر آپ کے ساتھ اتفاق کرتا ہوں اور آپ کو یہ ایک مایوس جگہ ہے کہ لگتا ہے کہ صرف کرے گا اور آپ کو یہاں سے پیسے بنانے کے لئے کسی بھی رسائی حاصل نہیں ہے اگر آپ چاہتے ہیں تاکہ پیسہ کمانے کے لئے تو صرف پہلے سیکھنے کی کوشش کریں.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      yes brother ap ki bat theak ha kh forex trade dakhny mn to bohat aasan lagti ha par itne aasan ha nhi demo par kam karny se kafi andaza ho jata ha
      • #528 Collapse

        forex trading buhot mushkil business hai is k liye aap ko chahiye k aap rozana k hisab sy forex main time den is sy aap ki experience main b izafa hoga aur aap forex k bary main learn kar sakogy.
        • #529 Collapse

          dear g han forex aek tuff buisness he ha aur humen is buisness mein kam karne k liye aek achay knowledge aur experience ka hona bohat he zyada zarori bat hai aur ager hamare pass ek acha knolwedge aur experience nai hoga to phir ham aek achi earning nai kar saken gay
          • #530 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
            Forex trading bohat hi tuff work hai dekhne se to yeh bohat hi assan lgta hai but forex trading mushkil kam hai iss ma ap ko kafi time spend krna prta hai or iss ke bare ma tumam jan kari hasil krni prti hai.
            g bahi jan ap ny thk kaha forex trading aik asa business hy jis main ap agr mehnat kro gy to bht easy hy agr ap mehnat ni karo gy to bht tuff hy yea to ap ki mehnat per depend karta hy k ap is main kitni mehnat karty ho
            • #531 Collapse

              G haan yeh aik Tough business hai jis main humain aamdani bhi tough milti hai gar hum apni bohat achi trading plan kay sath market main trading karen. Is business main humain apna target profit har soorat milta hai aur is kay liye humain hardworking aur achi equity ki zaroorat hoti hai.
              • #532 Collapse

                g bilkul theak kaha hai apny ye aik bohat. muskill kaam hai yahn par apko kafi mahnat karni parti hai
                • #533 Collapse

                  forex trading buht hi mushkil kaam hai is mein buht hi zeyada time lagta hai kameyab hone ke liye is ke liye buht hi zeyada experience chahiye hota hai ke is mein loss na ho is ko buht ehteyat se kiya jata hai
                  • #534 Collapse

                    ahan !! forex ko tu me sath me rakhun ga hi !! abhi tu me parh rha hon tu sath me forex hai ! jab parhai khtm ho jaey gi tu ! obviously me job karun ga r sath me forex tu must hai !! es tarah me subah me job karna pasand karun ga r raat me forex py kam
                    • #535 Collapse

                      haan forex thora bht tough kaam ha ku k is businesss me apko market k baray me knowledge gain krna perta ha ku k ager apk pass knowledge ny ho ga tu ap trading ny kr sktay jb tk ap aachi trade ny kren gay tu apko aacha profit ny earn ho sakay ga is liye forex k baray me knowledge gain krna tough kaaam ha ..
                      • #536 Collapse

                        aap theek kehte hain ye easy b hai aur boht zyada tuff b hai people lossing amount in forex trading ki waja se keh rahy ho han ye baat aap ki theak hai
                        • #537 Collapse

                          g han dear yai bat to theek kahi hai ap nay k forex aik bohot hi tuff work hai lekin ager ap ko trading kanay k baray ma i kahin say knowledge gain hota hai tab to ap ko is par trading akrna asan hoga
                             
                          • #538 Collapse

                            dear ap ko forex par knowledge gain karnay k zarurat hai q k agar ap ko knowledge hi nai hai tb to ap ko forex par tarde karn tuff hi lagay ga
                             
                            • #539 Collapse

                              i want to say that there two common mistakes for the beginners which are,the first is trading without knowing the basics of analysis and this lead to loss in most cases and the second mistake is trading with greed that lead to margin call quickly,so the beginner should try to protect his account from loss first then look for making of profits after that
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Forex trading obviously aik tough work hai kun keh keh ye bohat hi risky hai aur is main positive pips lagana mushkil kaam hai lehaza hamain chahiye keh market main first achi strategy adopt karen aur us kay baad hum successful ho sakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X