hme soh samj
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g sir ap ko trad apny balace ko dak kar lagani hote ha agar ap trad zayada ko lagaty han to ap ky pas accont ma pasy bi zayada hony zarori hoty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Achi tarah soch samjh ka matlab hy keh aap ko buhat careful ho kar trading krni chaheye aur emotional ho kar koi aisa step nahi uthana chaheye jis sey aap ko loss uthana par jaye. Yeh aik risky business hy aur aap ki chhiti si mistake aap ko kafi bhari loss dey sakti hy. Is leye koi bhi decision lenay sey pehlay achi tarah market ko analyse kr lain.
      • #123 Collapse

        ap ki bat theek hai take profit ager trader set karay tu wu bhi itna hu k marekt oc rate ku touch ker sakay or stop loss bhi itna hu k market crash bhi ker jai tu ap ki equity zyada disturb na hu ta k mazid trades open ki ja sakain.
        • #124 Collapse

          Gee mery bhai ap ki baat bikul durast hai. K es market mai him ko proper planning ky sath trade open krna hai. Tou he hum es market mai profit hasil kr sakty hai. Aur humri income. He zada ho gy.
          • #125 Collapse

            han g forex aik risky kam hai to hamain forex ko atna asan nahe laina ho ga hamain foex k her order lgany se phahly sochna ho ga tab ja kar ham order laga skty hai q k jab ham order laga laitay hai to phir hamary pass wapisy ka koi time nahe hota is lai dear lazmi hai k ham koi b order lagany se pahly achi traha soch samjh kar oder lgain
            • #126 Collapse

              Hum ko chai ke hum jab b forex trading mein entry lagate hai tu hum ko us ke sath sath un ke trend per depent karna zarori hai ke hum ke trend mein decision le aur paida hum ko he ho jai
              • #127 Collapse

                bohat hi xarori baat haai k profit or loss ka idea hona chaye.. bari trade profit b bara day gi or loss b bohat bara... toh normal loss and profit maintain karain.. lalach nhe karna warna bohat loss ho gaa or aap ka account b wash ho sakta haai .. .
                • #128 Collapse

                  g han agar kam lot size wali trade b ham open karen gey to b hamy bahot soch smaj kar planing karni ho gi hamy har bat ka khayal rakna chaye hamri choti si ghalti hamy nuksan karwa sakti hay
                  • #129 Collapse

                    G ap ki baat bikul theak hai. Es,market maijo bgeckam kray tou wo es,marjet mai soch kr kam.jray. es,tarah wo esxmarketvmai achs kam krnay ky sath wo es,market mai kamyabi bhe ho gy.
                    • #130 Collapse

                      Gee han yeah tou trade open kerny sy pehly apki planing ka hisa hona chahiay kyun ky jab bhi ap kisi pair main trade open kerty hain tou apko apna capital dekh ker hi kisi pair main trade open kerni hoti hai then apko lot size select kerna hota hai aur profit ka target ya loss ki limit bhi ap select ker ky trade kerty hain
                      • #131 Collapse

                        Forex trading aik esa business hay jo totally knowledge pay depend karta hay lehaza jab bhi trade open karny lagen to sab say pehlay apnay experience aur ilam ki base pay decision lain phir apnay capital ko review karen aur phir aik munasib aur achi lot size select kar kay apni trade open karni chahiye
                        • #132 Collapse

                          humain soch smjh kar kay kam karna ho ga jis say humain marke main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay magr humain learning kar kkay practice say achi earning ho gi
                          • #133 Collapse

                            Koi bhi trade laganey sey pehlay market ki situation ko dekhna parta hy aur phir lots ka size dekha jata hy aur lots lagayee jati hain. Jis taraf market move kr rahi hoti hy, hamain usi taraf hi move krna chaheye aur small profit key bad profit ko nikal lena chaheye aur ziada risk nahi lena chaheye.
                            • #134 Collapse

                              hamain is k trend ko use kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur learning kar k hi hum sucess ho skaty hain aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur profit hasil kareein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Yes dear jab hamain acha knowledge ho ga or ham jab apnay captial ko Daikh. Kar ham aik lot size select kar kay trade lagain gay to samaj lain kay hamain waqiay achi trading karni ati hai currency per trading bot he easy hoti hai aap ko curreency say kafi acha profit bhi mil jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X