forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    dear agar ap without learning forex ko karain gain tu ap ki loss lazmii ho ga es liye ap ne es business ko seekh aur smjh k krna ho ga tab he ap faida hasil kr skte ho...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      loss ka khadsha to har business me hota hay hamy loss se darna nahi chaye agar ham loss se daye gey to hamy esi dar ki waja se loss ho kar rahy ga
      • #543 Collapse

        Bhi jan forex treading business ho ya koi business loss k andosia to her business may rata hay loss k dar ki per business krna chor day ham loss to business k hasia hota hay forex treading business aik best online business hay forex treading aik world wind business hay forex treading business may hard work kr k ham achi earning kr saktay hay
         
        • #544 Collapse

          ji jnab bilkul theek kaha ap ne k forex rading me loss ka hamesha dar laga rehta hy k kam market k up se down chali jaye and kab down se up ho jaye so hamesha analysis achy se karna chahiye us k baad trade lagani chahiye
          • #545 Collapse

            han bilkul sahi bat hain traing business kabhi bhi loss hosakta hain or ye bhi maloom nahi parhta kitne tak ka loss ho sakta hain jitna traing business main loss ka daar hain utna hi profit bhi hota hain ager ham sahi tarha trad kare to ...
            • #546 Collapse

              Ess bath men koi shak nahi hai k forex aik online world wide business hai hum yha py easly trading kr skty hain aor many profit earn kr skty hain es lye forex me trading k doran loss ka dar rehta hai koun k forex online business hai agr hum thori se bhe mistake krty hain tu loss ka andish mazeed berh jata hai es lye loss k andaishy sy save rehny k lye demo par practice kry aor learning experience hasil kr k phr real trade start kry ta k with loss k dar sy trade kr sky
              • #547 Collapse

                Sir apki baat theek hai ye basiclly markeet bohat hi kharab ho jati ahi is may apko loss kay chance zeyda rahtay hain qiujn kay ye change honay may waqt nahi leti hai jab bhi trading karo such ker hi kare thank u
                • #548 Collapse

                  Forex aik risky business hy aur is main high ya low risk key sath trading krna parti hy. Jab tak aap ka experience nahi ho jata, aap low risk key sath trading karain. Experience ho janey key bad aap high risk key sath trading kar saktey hain. Hamaina is business sey apney hissay ka profit lena hy aur loss nahi karna.
                  • #549 Collapse

                    g ha jasa hamy profit ka pata hota ha wasy hamy loss ka bi pata hota ha hajmy dyhan sa apni invstment ko dykah k trding karni cheya tak hamy loss ho tu hamra acount wash ni ho bass time asa hota ha jab acount ma koi raqm ni rhti wo pori tra sa wash ho jata ha tu bass noqsan hota ha hamy
                    • #550 Collapse

                      asalam o alikum pyare dosto how are u all
                      forex trading ak bohot hi acha busniss hai or forum psioting se ap bina invest kia kama sakte hain.
                      so pleas try to lern and the start earning loss tab hi kam hoga jab apke pass enough demo prectice hoge
                      • #551 Collapse

                        Yeh trading currencies ki ho ya gold aur silver ki rates aik jaisy nh rehty. Ups and downs aty rehty hain. Yah insan k bas mn nahe. But musalsal mehnat aur koshish sy experience ho jata hai. Experience sy acha earn kar sakty hain.
                        • #552 Collapse

                          Forex trading mein ap ko loss ka andesha tab tak rahay ga jab tak ap forex ko achee trhan seekh nh jaatay jis din ap forex ko achee trhan seekh gaye us din ap ka yh andeesha khtam hojayega
                          • #553 Collapse

                            Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apna pocha hy loosess ka andasha her time rhta hy g forex trading mai trading kerty hwa looses ka dar tu rhta he hy
                            • #554 Collapse

                              gee haan bhai forex trrading mein loss ka andesha rehta he kion keh forex trading ka business ham kar rhe hote hein aur es mein profit aur loss to hota he to jab ham apne trading mein experience aur knoweldge se work krte hein to hmein phir loss ka andesha nhe rehta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                g han forex trading mien apko hamesha loss ka hi andesha hota hai lekin is mien kamiyab wo hi hota hai ke jo is mien apne losse ko manage karta ahi to hi is mien survive kar paata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X