forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    gee bilkul aisa he hai forex k business main apko hamesha loss ka andesha rehta hai zaroori nahe k loss he ho apko agar aik achi trade mill jaye to ap isko lay kar hazaroon dollar kama sakty hain,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      kich hadd tak apki baat sahi hai lekin jo log iski proper knowledge rakhtay hain un ko pata chal jata hai k market downwards move karay gi ya upwards is main sirf tukkay hi nai lagtay mere bhai ap ko news ko impact karna bhi aana chahye...........
      • #333 Collapse

        loss ka andeesaha to har busines main hi rehta hy chahaye wo jo marzi business ho is liye hm ye nhi keh skty hain k forex mian masla hy forum chahy jo bhi business bhi chahye jo marzi ho risk or loss ka dar to har aik field main hi hota hy
        • #334 Collapse

          g bikul rehta hai ager ham forex meai trade kerty hai to ham ko loss k andesha rehtahai her wwaqt or ye aik real online kam hai or hamko loss tohar kam me ho sakta hai es liye forex mei b ho sakta hai kis b waqt hamri ghalti se.
          • #335 Collapse

            yes you are right apne bilkul theek kaha hmey yahan ye dar zrur rehta hai k hmey loss na ho jaye,,but asa koi business nahe jahan loss nahe hota, bs hey sabar s ekam lena chahyie
            • #336 Collapse

              G han me app ki is baat se agree karta hn kyun k hmen is me kabhi nahi pata lagta k kab loss ho jaey kyun k ye aik asa business ha jis me currency hmeshah up and down ho rahi hoti ha jis ki wajah se hmen kabhi bhi loss ho sakta ha is liye hmen bht dehan se trade lagani chahey is me
              • #337 Collapse

                isme koi shak nahi he ke forex me any time kuch bhe ho skata he or koi bhe news market ko change kar skati he lakin hamko apne bhe kuch rules bnana hon ge jinko ham follow karte hue learn kar skate hen or apni trade ko kafi stronog bhe bana skate hen is se hamko loss ho bhe toh kam ho ga
                • #338 Collapse

                  asssalamu alaikum Dera baat yeh haiN k loss hamesha wO shakas sochata haiN jis ko loss hOny kar darr hOo OR JIN loggu ne apny expernce or apni hard working k saath kaam karna haiN unhOo ne tOo bilkull nahi darna balky apny expernce ki wajah seh un kOo bht kam loss hota haiN
                  • #339 Collapse

                    traders can learn from the loss. practicing in the demo account is very much important for the traders especially the newer traders so that they can be able to make some good gains with the trading strategy thus developed. Hence, there is need for the traders to always practice in the demo account and observe more of the forex market movements keenly so that they can be able to develop a working trading system to their advantage for making continuous flow of income.
                    • #340 Collapse

                      • #341 Collapse

                        g han deat yahj par apko har wqt loss ka daarr laga rahta hai koi pata ne hai yahn par market ka kan up r kab down ho jay
                        • #342 Collapse

                          G han forex trading main humaisha loss ka khtra to hota hy or yah fear bhi traders ko trade main loss ka bais bnta hay wasay forex trading aik risky business hay iss main risk ka element to always rahta hay laikn trader ko apna fear khtam ker kay hi trading kerna chahaya ta kay wo iss business main survive ker skay.
                          • #343 Collapse

                            bht he profitable business ha or is man mhanat sa bht sa earn kr skta han or broker hmsha wo he acha hta ha jo spread k daoran apna commision lata ha na k doaran payment laa is sa bhtar ha ap ap asa he brokr chosse kran or insta i think best h is man
                            • #344 Collapse

                              g bikul mery dost forex trading business mein loss ka andesha hota hai,lakin hum loss ko stop kr skty hain apni knowledge or trading skills sy , hmain apny uper bharosa hona chahiye, loss bhi profit ki trha is business ka hissa hai,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Jo banda forex main andazay sey kaam karta hai wo forex main thora bohat to profit kama leta hai lakin long term wo profit earn nahi kar sakta hai. Agar hum iss ko samajh kar trade karein to hum aik long time tak forex sey profit earn kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X