forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Brother apne mind may loss ko nahi rakna chahie qk loss app ko or loss ki taraf lay jata hay,hamesha positive mind k sath trading kerna chahie phir app lazmi profit hasil karengay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      g g bro ap ny theek kaha hy k forex main ap ko loss hony k chance zida hota hy aur wo us waqt to bohat zida bar jaty hain jb ap ko trdineg ki smaj nai aa rai ho aur ap ko trde lga dain aur pir wo loss main chali jati hy jis sy ap ka lgya gya pyssa sary ka sara b ur skta hy.
      • #303 Collapse

        han g ye to ha is buisness mn q k is mn loss ka khidsha hamesah a rehta ha q k is mn earning karny k liye is mn loss ka risk uthana to parta ha is k bina ham earning b to nai kar sakty hain is liye
        • #304 Collapse

          haan ji bilkul forex trading me loss ka andasha rehta ha ku k kisi ko ny pata hota k market rate kb decrease ho jatay hain or kb up is usually liye is business me kbi kuch b ho skta ha can be liye kbi b ye ny pata hota k kb kya ho jata ha ye asa firm ha jis me insaan ka bus ny chalta ku k wohi hota ha jis haseeb se market up AND straight down hoti ha.
          • #305 Collapse

            kich hadd tak apki baat sahi hai lekin jo Firewood iski appropriate knowledge rakhtay hain un ko pata chal jata hai k market downwards move karay gi ya upwards is usually main sirf tukkay hi nai lagtay mere bhai ap ko news ko impact karna bhi aana chahiye
            • #306 Collapse

              busines koi bhi ho os mae inasan ko loss ka andesha rhta hae or forex ka busines to risky ha es mae los ka andsha zyda rhta ha agr sekh ki trde ki jae to fr kam andsha rhta ha v
              • #307 Collapse

                ji bhai forex trading meen loss ka khatra tu rehta hy, laikun agar aap trend ko samjh kur trading kureen oor stop loss ka istamal kureen tu es risk ko kum sy kum kiya ja sakta hy. jo trader trend ko samjhta hy wohi kamyab hy.
                • #308 Collapse

                  forex market ma hamesh loss ka khatra rehta he kun k forex market 100 percent risk he is lye bohat khyal se trding karni chahiye market ka ak hissa he loss karna loss ap zaror karnge
                  • #309 Collapse

                    dear i am a new forex trader an d i am learn about forex trading forex trdineg ma loose ka ansha as le rahte ha ka cruince rate ma tbdle ate rahte ha as le forex trding ma bo loose ka andshe rahyte ha as waje sa akser loose ho be jate ha,. and i think that we all need to pay more an dmore attention in learning so that w elal cna gin profit form forex
                    • #310 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                      forex trading ma loss ka hamesha andesha rehta hai kyun ke koi nahi jasnta ke kab currency rates ma utar chrao ho jaye or is ma sirf andaza hi lagaya ja skta hai magaer properly is bare ma janana mushkil hai.
                      Jee haan bhai jaan bilkul loss hamare sath sath rehhta hai hume chayye ke hum jab bhi trading to to hum sakoon se karen is me jald bazi na karen.....
                      • #311 Collapse

                        in sb batoon k bary mey janna chyeeeee.phir wo practice or experiece k sath he phir mraktet k hisab sey wo apna order pas kerty heen. phir ehista ehista experiece to ata rehta ha is sey hum apni life bhter ker skty heen
                        • #312 Collapse

                          ha forex me market bahut hi up down ho skata hai agar apako forex me bahut sara experience nahi hai to aapko bahut hi loss bhi ho ksata hai aur ye sab aapko bahut hi muskil se pata chalta hai ki aapko kab konsa trade karna hai agar aapko jyada experience nahi hai to aapko bahut hi jyada loss bhi ho ksata hai fore xme ye bahut risk wala kam hota hai
                          • #313 Collapse

                            ji haan dear aapnay thek khaah hay ku kay forex tradiing mai currency kay rate barhtay and ghattay rahtay hain is kaa andazaa nahi lagayaa jaa saktaa hai isi liye her waqat loss kaa hi andeshaa lagaa rahtaa hay trading mai is liye her waqat loss ko face karnay kay liye hamay tiyaar rahnaa chaiye
                            • #314 Collapse

                              Forex trading main loss ka andesha bilkul rehta hai aur jab tak hum market main trend ka achi tarah se andaza nahi lagate to hum is market main positive pips earn nahi kar sakte lehaza market main achi strategy adopt karen to hum successful ho sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                jee ye baat bhi sahi hai lekin mere khayal main experience hoga jis kay pas usko andaza hota hai kay market kab up hai ya kab down hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X