forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    sirf forex main he ne aur her business ma loss ka andesha rehta ha ye ap ak hota ha k ap us loss ko overcome kis tara kr sakty hn.forex trading ma market ko samjh kr trading ki jae to ap ko loss ne ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      ha forex chukay ak bohat bara business hai aur es mai profit bohat hai tu es mai ap ko loss ka be khatra rehta hai k kab kis time kis piar pe market ger jae aur ap ko loss ho
      • #123 Collapse

        koi chahye jitna merzi acha trader ho usy hr time loss ka khatra rehta hay q kay koi pta nhi hota kay market kis time ap kay against chali jay es leay main to hamisha ye kehta hun jab bhe ap ko 5,6 dollar tk bhe profit ho rha ho to order close kr dena chahye q kay na hony say kush hona behter hay
        • #124 Collapse

          dear friend har business ma losss ka andesha tb hota hai.lakin forex ma loss ka andesha tb zayda hota hai jub ek trader freedy ho jata hai or apna emotion ko kabo ma nahi rak sakta hai.lakin per be ap forex ma apna loss tora kar sakta hai stop loss lagna sa.
          • #125 Collapse

            Ksi bhi business main loss ka khatra tu hota hai....aur trading bhi aik business hai tu is main bhi loss ka fear hota hai...but ap apni ability achi planning aur strategy ko use karte hoye loss k chances kum kar sakte hain.....
            • #126 Collapse

              ji han bilkul forex trading me loss ka hamesha andaisha hota hai q k business me jitna profit hai utna loss bhi hai isi tarah jb market trend ka thek tarah pta na ho ya experiance na ho tb andaza lagaya jasakta hai k kb market me ya deceision laina hai is k lye bht zayada experiance ka hona lazmi hai........
              • #127 Collapse

                g han loss ka ndesha is mein aap ko har aik trade mein rehta hai q k kisi b waqt agar ap ne aik zara c b ghalti kardee oer aap kki trade mein asar para to apki sari trade loss mein jayehgi
                • #128 Collapse

                  well bikul theek kaha ap ne forex trading actully ek risky biussness he is me profit k sath sath hame loss ka bhi khatra rehta he aur loss ka khayal zehen me hona bhi chaye tak ham soch samjh ker decision lain aur market ko theek se analyse karain aur phr invest karain tak zada se zada loss se bacha jasakay
                  • #129 Collapse

                    yes dear i think that you are saying very very true and i would liek to tell you that you will not be able to with draw profit from forex trade if you are not a full or higher level of varified and i think that forex trade is th ebst for all of usand we all shoudl try to learrn much more about forex an d to gain money from forex trading
                    • #130 Collapse

                      ha ye to sahi hai ki kab kon si curency ka rate kitana rahega eo to koi bhi nahi janata hai apr bhir bhi aapko ye andaza lagane ho to aapko forex trading me bahut sara time dena padega aur aapko forex trading me bahut hi practice karana padega taki aapko bahut sra prifit kamana ho to bhi aap kama sakte hai i sliye me to practice hi karana chahiyena
                      • #131 Collapse

                        jee haan bilkul forex trading mai loss ko kabhi ignore nahi karna chahye qk loss ka andesha hamesha hi rahta hai qk forwex market ko badalne mai der nahi lagti hai ...
                           
                        • #132 Collapse

                          g is mian koi shak nahi k forex main loss ho sakta hai but acha hum agar achi practice karain gy to loss k chances kam ho jain gy. acha trader hamesha kam loss karta hai.
                          • #133 Collapse

                            dear loss ka andesha tu har us business main hota hai jahan profit ki umeed ho.. likan meray khayal main forex main ziada tar loss hamari apni ghaltiun ki waja sy hta hai. agr hum achi tarding karen tu loss k chances kum hain
                            • #134 Collapse

                              In Forex trading, or you can prepare yourself for a loss, and should be a part of any business, but I could even face a loss with this fear that you're selling is fear in your mind as you enter into Trading and wrong to trade in other work trade in and put your fears violent.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                aslam o alikum dera forex ma kam karty waqat ham ko ya nahe sochna cahhey ka ham ko loss ho gay ga ham ko loss ka andasah nahe hona cahhey balky ham ko cahhey ka ham pory itmadd say ya kam kary

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X