forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    you are right dear brother koi nahi forex trading may only one kam hota hai our hai loss agar kuch ata na ho tu dear brother forex trading may who log success hotay hi jo log successful life dekna pasand kartay ho our who tab hota hai jub ap trading may successful learning karo our wait karo trade postion ka
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      bilkul g loss ka andaisha ho jata hay kio forex marekt me rate up down hote rehte hay chand second me kaya plat jata hay as lye forex trading se profit earn karne k lye hum ko zida hard work ke zaroorat pare ge aur partices ke zaroroat h o ge
       
      • #78 Collapse

        yes dear forex ek risky business hai jis hume ksi ni waqt loss ho sakta hai or ye trading ke sath sath chalta hai kyu ke hume market me pairs ki tarding karte hai or market kisi bi waqt up and doen ho sakti hai is liye is me loss ka humesha andesha rehta hai
        • #79 Collapse

          salam dosto,kam ho ya trade har kisi ma loss or profit ha or jis ko loss ka andesha rhta ha usy chahye apny confidence or hardworking sa kam karna cahhye.
          • #80 Collapse

            forex men jo log apna full confidece use kerty hain trading men un ko zyada loss nahi hota hai or na hi koi khof hota hai is ley jin ko pora confidenc nahi hota un ko is men loss ka andesha rehta hai.
            • #81 Collapse

              yes friend i am agree with you forex trading main humain loss ka andesha rehta hae because forex trading online marketing business hae and i believe every business am,in loss and profit k chances same hote han but agar hum proper experience se trading kare to loss k chances kam hote han
              • #82 Collapse

                Forex business hai aur business me profit aur loss to hota rehta hai . Forex business me aj tak koi perfect nahi bana hai magar agar ap chahty hai ka ap zaida profit kary aur loss kam to ap ko mehnat ki zarorat hoti hai . Apko zaida se zaida knowledge gain karna hoga .
                • #83 Collapse

                  jee han forex tardign aik risky business hi jis main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss busines smain proepr learning kerna ho gi thenhi ap iss main loss se bach ekr profit earn ekro ge orr iss main kamybi sirf achi learning se hi mum,kin hi
                  • #84 Collapse

                    g ha per faida aur nuqsaan to har jobs ka hissa he wo kehte he k jiss job mai loss naho os job se daroo qk ye apke liye pir teekk nahi hoga aur agar kabi b loss ho jaai to dilo tang na kre balke mazeed mehnat ki koshish kare
                    • #85 Collapse

                      ji haan is mai koi shak nahi hai k agr ham forex mai trading karte hain to ahmen loss ka bhi andesha rahta hai is liye forex mai trading karne k liye experence or knwldge per zada zoor diya jata hai...
                       
                      • #86 Collapse

                        Forex me hai hai profit or loss hai is liye ya to humein profit mile ga ya phir humein loss bardasht karna paray ga. Hum agar trade karne se pehle analysis achi tarha kar lein to hum thoray confident ho jatay hain profit kay baray me.
                        • #87 Collapse

                          haan haan apki ye baat darust ha k loss ka andesha hota ha lekin aik baat jis par mein roshni daalna chaun gah wo ye k haam har dafa loss nae face krte kabhi kabhi hamen acha profit b hota ha so chill
                          • #88 Collapse

                            Loss business ka hissa huta ha. Aur dunya may aisa koe business nai ha jis may bilkul be loss na hu. Lakin through experience aur better strategy say hum is ko kam kar saktay ha. Hamesha demo account per bht zayada practice karni chaheay aur us waqt tk leave nai karna chaheay jb tk hamara concept clear na hu jay.
                             
                            • #89 Collapse

                              ji ha forex mai koi b properly nahi janta k market kab ups ho jaygi kab down is liye log luck pay chalty hain or loss bhari uthaana parhta hain is liye trading k liye chahiye k knowlegde or exprience gain karay taky loss ho tu kam.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                janab forex trading main loss ka andasha hota hai yah bat thek hai but trading andazay sa nahi ki jati expert trader hamasha trading ko analysis kar k karta hai jis sa confidently trading karta hai aur earn bhi karta hai laken in sab k lya trading ki maloomat ka hona buhat zrori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X