forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Haan ye thek hai k is mein har koi andaza laga sakta hai, koi confirm nai bta sakta agar koi confirm hota tou har koi earn karta koi loss mein nai jata, har ko ameer ban jata, lekin aisa nai hai jo jitni koshish karega use utna he faida hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex business me profit or loss ke equal chances hote hein ap chahe jita bhi soch samaj ke trading kren or practice kerne k bawajod bhi apko trading kerte waqt loss ka der lga rehta hea kyun ke ager loss ho gya to apki investment jati rahe gi
       
      • #33 Collapse

        g dear loss ka dar to rehta ha but exprince se kam karo gaye to ye loss ka dar kam hoga and over confident nia hona chaye kubi b and lalach se b dor rehna chaye
        • #34 Collapse

          Yes my dear ya bat theek ha ka forex trading main hamesha loss ka andesha rahta ha because ya working or business bohat risky ha so is loss say khud ko safe rakhna ka liya best way ya ha ka hum is working ko start kana say pahly is working ki how know ache tare jan lay.
          • #35 Collapse

            jee brother ap ke bat belkul theek hy lakin loss ur profit dono is business ka hesa hn jab ap profit earn karte ho tu ap ko loss ke leye b teyar reha ho ga.
             
            • #36 Collapse

              bilkul is me loss ka bohot khatra hai hamy apny kam ke sath sath cruince reat par bhi dihan dena chai ha. kun ke cruince markit ka koi bhi barosa nai hamy ahtiyat rakhni chai hai. or baki profit or loss to har business me hota hai agr ham ahtiyat kary gay to hamy acha faida ho sakta hai
              • #37 Collapse

                Dear hum main se kitne log ese hain jo currency k utar charhao ki waja jante hain ya dhundne ki kosish krte hain ? bohat kam ya koi bhi nahi? Agar esa hai to hum yahin basic main hi mistake krrahe hain apko pora cycle samajhna chaiyeh k yeh mechanism kesay kam krta hai.
                • #38 Collapse

                  forex me hamesha high risk rehta hai lekin aadmi ko chaiye ke jab bhi live trading kare to market news dekhe aur sahi dhiyanse trade kare jald bazi nakare aur jada kamane ki lalach nakare to best hai.
                  • #39 Collapse

                    Assalam o aleikum je brother loss ka andesha tou rehta he hai magr usky liye apko puri tarh sy knowledgeable hona chaiye
                    • #40 Collapse

                      Yeh to aap ne bilkul theek kaha hai k is baat ka kuch idea nai hota k kab currency rates differ hona start hojayen is lye loss ka darr rehta hai lekin agar aap khud market news ko analyze kar k trade karen ge to sab ko is baat ki information rahe gi k kis abhi trade lagana munasib hai ya nahi.
                      • #41 Collapse

                        ji bhai ya baat tu ha k forex main loss ka andesha tu rahta ha lakin yahan par aik baat main khna pasand karonga wo ya k agar ham market ki news ko daily read karaingy tu hamain bhi pata chalta rahy ga k kis currency k ret main kiya changing hony wali ha phir ham usi k mutabiq hi loss sa bach paingy.
                        • #42 Collapse

                          Forex ka kaam aik risky kaam hai is kaam may hum ko har waqat loss ka andesha rahta hai kyun hum ko to yeh pata he nhe kay currency kay rate kab nechay ajaye currency kab down ho jaye is leye hum ko is kaam may andesha he rahta hai
                          • #43 Collapse

                            G bilkul yeh bat theak hae magar is kam ko samaj k kia jaee to fir loss ka khatra kam ho jata hae, balance jitna bi ho trade kam raqam ki lagai gae to markeet jitna bi move kare loss ni hota.
                            • #44 Collapse

                              G HAN! forex aik risky business hai or is main har waqt loss honay ka andesha rehta hai q k kab currency rates kab up n down hojaye market main or is ka andaza lagana bi bohat muskil hai is ko bohat hi muhtat ho kar kary gay tu hi successful hongay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Trading mei loss ka bht andesha
                                hota hai because forex is a risky business
                                jahan market trend ko badalny mei time nahi
                                lagta. So achi tarah market analysis kar k
                                trading karni chahye taky loss k chances ko
                                kam kia ja sakay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X