Market mai achi soch or investment ke ilawah time ki bhi zarooret hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g han bhai jan hmain is main dehan se trade krni chahiye or is main ziada time spend krna chahiye trade krny k liye or main apki baat se agree krta houn k is main ups and downs aty hi rehty hain aghr hum is main apni trade ko ups and down k hisaab se krty hain to hum is main ziada loss se bach skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      yes bilkul theek kaha bhai, hum agr market ka analysis daily karain gay or roz is baat pey goar krain gay k roz market kitna uper jati hai or kitna nechay tu phir trading se insan achi khasi amount kama sakta hai,
      • #123 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
        jiss tareh stock exchange ma aap her lamha shares ke utar chrao se ba khaber rehte hai issi treh forex trading ma bhi aap ko currency ki utar charao se waqif hona zaroori hai is liye aap us waqat market ma dakhil ho job aap ke pass proper time ho.
        G bilkul guys achi soch or achi investment k sath apko forex forum pr time bhi ziada deny ki zrurat hai is sy apki practice hoti hai or apki mistakes din ba din km ho jati hain or ap eik achy or perfect trader bn jaty hain forex forum pr is lye time dena bht zruri hai....
        • #124 Collapse

          dear ap ne bilkul theek kaha hy ke market mai achi soch or investment ke ilawah time ki bhi zarooret hoti hai wo is lie ke agar ap ke pas proper experience hy r ap proper time nahi daite to ap ko loss ho jata hy
          • #125 Collapse

            Agreed. And you raised a good and important point here too, just like observing Stock Exchange Market and its ups-n-downs is important and necessary, similarly in Forex Exchange, time devotion is equally essential.
            • #126 Collapse

              market mein achee soch or investment ky ilawa time ke be zaroorat hoti hy.....ap jitna time invest kareen gy otna he ziada kamenn gy.....
              • #127 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                jiss tareh stock exchange ma aap her lamha shares ke utar chrao se ba khaber rehte hai issi treh forex trading ma bhi aap ko currency ki utar charao se waqif hona zaroori hai is liye aap us waqat market ma dakhil ho job aap ke pass proper time ho.
                yes ap ne bilkul sahi kha hai mein ap se totally agree karta hun q k agar ap k pass experience aur knowledge dono hein lekin ap market ko time nae day pa rahe to mere khayal mein ap aik losser hein...
                • #128 Collapse

                  market mai sab se bara hai he time dear agar ap time pe order laga gae aur kat gae tu ap trader hai aur ap ko kafi profit ho ga aagr es ko folow na keya tu gae kam se
                  • #129 Collapse

                    Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne bilkul sahi kaha hai markit me trading ke lye zyada time kee zarorat hoti hai taa ke kabhi aap se trad nhi ho pati or trading ke baad bhi kuch kaam kerne prte hai
                    • #130 Collapse

                      g jnb apkoi b formal business kry gy to ap us man investmentr kr k ap waha mhnt krty ho aur time dety ho ta k ap k business develop kry same bat forex foruman ha investment k sath sath ap is ko jitna zaida time do gy apko is ka utna zaida faida ho ga
                      • #131 Collapse

                        yes trading requires not only our investment but also our time energy knowledge and experience and we learn more and get more familiar if we give more time analyzing trading related things.
                        • #132 Collapse

                          well my dear friend, aap nay kafi acha aur unique message convey kia hai apni iss thread mai, aap nay theek kaha hai forex mein humein market ko properly analysis kar kay aur market sy up to date ho kay enter hona chaheay aur apni trade mein enter honay kay time ka wait karn chaheay...
                          • #133 Collapse

                            forex trading main timing ka matetr bohat zayda important hota hay aur is main aik mint ki takheer say bhe ap ko big loss ho sakta hay is laye timing ka khasosi khyal rakhna chaye aur specially wo traders jo forex news and signals ki base per trade karty hain in kay laye to timing ka masla aur zarori hota hay
                            • #134 Collapse

                              Yes right for getting the success we have to spend our great time to marketplace with out incomparable thought and with someone knowledge, so we should spend enthusiastic to industry to learn about the forex trading performing to get the success and to turn the physiologist knowledge of trading market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                trade main app ki soch k elawa app ko market ki information b honi chaiye or app ko experience ki b zarorat hai es main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X