Mera experience konsay log kamyab huway

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera experience konsay log kamyab huway
    Mene apnay 3 years forex trading experience mei yehi dekha ha k jinho ne mehnat ni ki trading ko seekha samjha nai wo sirf loss ka shikaar huway jinho ne mehnat ki proper learning ki wo forex mei kamyab huway ap apna experience share karain es maamlay mei
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai aesy hi ha forex trading mn learning bht important ha ap jitna acha learn karein r trading mn jitna experience gain karein gy utna ap kamiab hongy.jo log forex ko learn kye baghair trading start kar dety hn wo nakam hi hoty hn.
    • #3 Collapse

      Good dear aap ne bahot achi baat ki hai aur main aap se fully agree hoon, hamesha mehnat ka phal meetha hota hai, jo log forex men hardwork kr k aate hain aur forex men proper learnig aur experence k sath trading krte hain wohi log trading men always succes hote hain.
      Aur jo log bagair mehnat kiye forex ko join krte hain aur trading start krte hain wo forex men always nakaam rehte hai uska sab se barra reason yahi hota hai k unhen forex ka knowledge aur experence ni hota isliye wo hamesha trading men losa hi krte hain.
      So hamen trading k liye mehnat krni chahiye aur jitna ho sake hamen forex ka knowledge lena chahiye aur practice krni chahiye ta k ham trading men succesfull ho saken.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
        Mene apnay 3 years forex trading experience mei yehi dekha ha k jinho ne mehnat ni ki trading ko seekha samjha nai wo sirf loss ka shikaar huway jinho ne mehnat ki proper learning ki wo forex mei kamyab huway ap apna experience share karain es maamlay mei
        G bilkul agar traders kam ko learn kr k nahi krain gg to hamain loss he hoga agar ham trading successful hona chahty hain to is knliye zroori hai k ham trading ko pehle learn krain or phr real trading start krain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear jaisy ap ne baat ki hai k ais market mai kon se log kamyab hoye hai to dear ais mai jo log apny rules bana k kaam karty hain aor apny rules par sakhti se amal karty hai to wo ais mai kabi loss ni karty.
          • #6 Collapse

            Ye to hai forex main jo bhe learning k bagheer enter hota hai wo iak ya do din to profit ker leta hai par wo life time us main nahe chal sagta hai humean us main mehnat kerna ho ge phelay leanring kerna ho ge pher demo practice our pehr live account main trade karen gay to pehr he hum us main life time acha profit earn ker pain gay
            • #7 Collapse

              Yes dear ye tu zahiri bat ha koi bhi buisness ha agar us mein mehnat na karyn tu loss hota ha same forex ha agar is mein achi tarha learning aur practice na ho tu kabhi bhi success hasil nahi kar sakty sirf loss he karty hain is liye mehnat karyn aur profit earn karyn
              • #8 Collapse

                g han agar app forex business me learning karny ki koshish nahi karen gey to app ko trading ka acha expernice be hasil nahi kar saken gey.
                • #9 Collapse

                  jee ha sir forex ma apko learning ki bhot zarorat hoti ha qk jab tak apko experince hi nai ha k ap market ma kasay in ho sakty ha or profit earn kr sakty ha to apkay liye profit earn krna thora muskil ho sakta ha islay apko kamiyab trader banay k liye demo account ma trade krni chahiye qk wo aek best way ha
                  • #10 Collapse

                    G han ap ki bat bilkul theek hay k jin logon ne forex may mehnat ki hay wo ismay bht kamiab huwe hay aur bht acha profit bhi hasil kia hay lekin jin logon ne bhi is may zara bhi lalch ki hay wo is may just loss hi karty hay is liay hunay is may bht mehnat se ka karna parta hay
                    • #11 Collapse

                      Mujy b 3 4 sal ho gye hy trading krty krty our is my my bhi ya hi keh sgta ho k jab tak ham mhnat na kry to us my kamyab nai ho sgty hy our is my sirf who log losss krty hy jo zeada lalach krty hy ya jo thori si mhnat krty hy our apna taike waste krty hy us sy
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Ye bat suni ho gi k mehnat main azmat ha.isi trah zahir ha k whi log azmat kamyabi hasil krty hi jo mehnat karain.s dear ye tu zahiri bat ha koi bhi buisness ha agar us mein mehnat na karyn tu loss hota ha same forex ha agar is mein achi tarha learning aur practice na ho tu kabhi bhi success hasil nahi kar sakty sirf loss he karty hain is liye mehnat karyn aur profit earn karyn

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X