trading mein smjhdare se kam krna he aur kabhe mistakes nhe krne he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein smjhdare se kam krna he aur kabhe mistakes nhe krne he
    forex trading mein boht acha profit hmein hasil hota he jb hm apne trading mein ache trah se market ko smjh kr apne trading krein ge aur forex trading mein mistakes jldbaze lalch aur shortcuts ke istemal ka koi fiada nhe he es lie in ko istemal na krein aur apne trading ache experience se aur market ko ache trah se smjh kr kam krein to boht acha profit hmein hasil hota he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear mistakes trading men lazmi hoti hain ab aisa to ni ho sakta hai k ham se trading men mistakes na hon ,han ham ye zarur kr sakte hain k ham apni mistakes ko note kren aur inhen learn kren aur in pr practic kren ta k ham apni mistakes ko apne liye lesson bna saken, aur future men hamre liye yahi mistakes profitable sabit ho saken.
    Forex trading ko hamen always serious lena chahiye q k forex profitable hone k sath sath risky bhi bahot hai isliye hamen forex men senserty apnani chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      G app ke baat sahi hai trading kay doran traders kay liye achi practice yahi hoti hai ke traders pehlay market ka achi trah say analsis karin aur sahi soch samajh kar he trade open karin. Forex trading mai jahan profit milnay ka acha chance hota hai wahin per Forex trading bohot risky b hai iss liye trading kay time per jaldi nai karne chaiye aur pory analysis kay baad he trade open karne chaiye.
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading main samjdari say kam laina chaiay kiun kay agar ham aisa nahi kartay to kia aisa ham kar payn gay profit hasil ho jay. Kafi mahenat karni parti hai. Jab market move ho ra ho to kuch samaj nahi ati.
        • #5 Collapse

          Ap ke bat theek hy ap ny sab baten he achi likhi hen baharhal insan ghaltiun sy he seekhta hy jo b experienced trader hota hy us ny ghaltian b ke hoti hen , at the end hamen koshish karni chaye ka ham sy kam ghaltian hon
          • #6 Collapse

            Mistakes ko mostly humain demo account main cover ker lena chahiye phir bhi mistakes are part of forex trading like other business lakin humain in galtiyon se seekhna chahiye or apni past mistakes or galat analysis ko daikhtay hue future trading me mohtat rehna chahiye tab hi experience gain hota hai or mistakes k bgair experience impossible.
            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
            • #7 Collapse

              bahi ap sab thek kah rahy ha ham ko sab say phlly planing ki zarorat hi as kay bad ham ko achi trah sa soch lana cahyea kay hham thek kar rahy hai ya galt ager ham thori sai b galti karty hi as ka ham ko acha kahsa loss hu sakta hi as laya ham ko deahan sa kam karna chayea
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: khadijaa پيغام ديکھيے
                forex trading mein boht acha profit hmein hasil hota he jb hm apne trading mein ache trah se market ko smjh kr apne trading krein ge aur forex trading mein mistakes jldbaze lalch aur shortcuts ke istemal ka koi fiada nhe he es lie in ko istemal na krein aur apne trading ache experience se aur market ko ache trah se smjh kr kam krein to boht acha profit hmein hasil hota he
                Jee bilkul Punjabi trade Kare Toh Hame chahiye ki Hamesha samajhdari se aur patients ke saath kaam kare aur kabhi bhi mistake Na Kare Agar Hum Ek Chotisi bimstec kar denge toh Hamara bahut loss ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  g han trading me samjdari se kam karny se hi app ki trading achi ho gi, agar baghir sochy samjy koi trade open ki be jaye to profit key chances na hony key barabar hon hey or esi mistake ki waja se app ko big loss be ho sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: khadijaa پيغام ديکھيے
                    forex trading mein boht acha profit hmein hasil hota he jb hm apne trading mein ache trah se market ko smjh kr apne trading krein ge aur forex trading mein mistakes jldbaze lalch aur shortcuts ke istemal ka koi fiada nhe he es lie in ko istemal na krein aur apne trading ache experience se aur market ko ache trah se smjh kr kam krein to boht acha profit hmein hasil hota he
                    Hamain forex main trading krty hoy smjhdari sy trading krni chaye agar ham soch smjh kr tradd nahi krain gy to hamain loss ho jai ga is liye jab bhi trade krain to smjhdari sy trade krain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Yes dear trading mein hamyn chahye k mehnat karyn aur samajhdari se kam karyn short kat na lagayn aur lalach na karyn aur jo ghaltian hain un se sabaq seekhyn aur corection karyn ta k trading achi ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma trade apko samaj dari say leni chahiye qk tab hi ap forex ma earn kr sakty ha qk forex asay samaj ly k ham usko mind game bhi kha sakty ha to apko jab bhi trade krni ha to apko market ko dakhna chahiye or meri nazar ma apko country ki news ko bhi dakhna chahiye jis say apko ziada acha idea bhi ho sakta ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X