bollinger band trading mein sahih market ka trend btata he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bollinger band trading mein sahih market ka trend btata he
    bollinger band meta trader 4 mein istemal hota he aur es ke istemal se trader ko market ke sahih price movement ka pta chl skta he aur trader es bollinger band indicator ko istemal kre aur market ke sahih trend ko smjh kr order laga kr acha profit hasil kr skta he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bollinger band kafi saray log use kartay hain laikin hamain ye practice karna ho ga kay ham is per kia strategy apply karain to ham kitna profit hasil kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      Dear Bollinger band aik acha indicator hai aur trading men hamen kissi price k trend ko analyse krne men helpful hota hai but dear hamen ye baat apne mind men bitha leni chahiye k bolilinger band 100% trend ni bta sakta hai, aur koi bhi indicator ya trick hamen 100% market ka trend ni bta sakte hain isliye hamen always mony managment aur risk to reward ko important lena parta hai.
      Hamen apni trading ko indicators pr ni chorna chahiye balke hamen trading k liye hardwork krna chahiye aur ziada se ziada practice krni chahiye ta k ham trading men apna experence bna saken.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Bilkul aesa he hy bollinger band meta trader 4 ma bohat he kar amad tool hy agar ham is ko sahe trah sy istamal karen to market trend ko samajny ma kafi faida utha sakty hen is k sath sath hamen market news and international affairs pa nazar rakhni chaye
        • #5 Collapse

          bollinger band kafi useful indicator hai jo meta trader 4 mai available hota hai . App naay sahi kaha hai ke traders ko bollinger band ko zaroor use karna chaiye hai. lakin trading kay doran aik indicator ko use kar kay trading karna kafi risky ho jata hai, iss liye traders ko chaiye ke woh 2 ya phir 3 indicators use karin aur in say signal kar wait karin tu in ke trading kam risky ho jate hai aur result b achy milty hain.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: khadijaa پيغام ديکھيے
            bollinger band meta trader 4 mein istemal hota he aur es ke istemal se trader ko market ke sahih price movement ka pta chl skta he aur trader es bollinger band indicator ko istemal kre aur market ke sahih trend ko smjh kr order laga kr acha profit hasil kr skta he
            Jitne bhi indicators hai ye sab Hame market Kate and ko dekhne ka gas dekhte hain lekin koi bhi indicator hundred percent Ek nahi hota
            • #7 Collapse

              Dear apki bat se agree karta hon k bolingarbamd se hamyn acha result milta ha lekin hamyn chahye k pehly demo account p use kar k check karyn k kya strategy use karyn tu result acha mily ga jab achi tarha prctice ho jaye phir ap live account p use karyn
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                famous indicators mei shumaar hota hay bolinger band ka kah jata hay kay eskay zaroye aap market ki direction strong trend ko asaani se identify kar saktay ho ye esliye zyada use hota hay but accuracy kay baray mei aap khud jab tak eska use nahe karain gay aap ko iski samajh nahe aani so espe experience bhi lazman hay tab result hassil kro gay.

                اب آن لائن

                Working...
                X