no short cut

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear mere khayal se forex ko short cut se samjny wala koi be tarika abhi tak nai aya kyu k ye world wide business hai es liye es main koi be fake wali baat nai hai es liye hamaye es ki practice achi tara karni chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      jee han forex mai nahi kisi short cut ki jaga hai or na hi forex mai ham kam learn kar sakte hain... agr hamen forex se faida hasil karna hai to hamen forex mai bht zada hardwork bhi karna hoga...
       
      • #78 Collapse

        forex aik proper business hai jis main planning aur decision kaafi asar rakhte hain aur short cut nahi chalta, wrna profit ky bajaye nuksan ho jata hai
        • #79 Collapse

          short cut ka kuch faida nhn hai .............jo short cuts laitay hain woooh limited time period kai lia kamiyab hojatay hain laikn long term mai nakami unka muqadar bnti hai
          • #80 Collapse

            yes my dear ap ki bat bilkul theek he or me b ap ki sis bat se agree hu k is forex trading business me hamy kabi b short cut nahi lgany chahiy kiu k is tarha kabi b success full nahi ban sakty ham is liy lalach se bach kar hamesha fresh mind se trading karni chahiy
            • #81 Collapse

              yes short cut ko bussines may nhi lana chiye Q K issy apko bussines kai life kay har imtahn may apko short cut nhi lena chiye yright nahi hay
                 
              • #82 Collapse

                Jee brother ye aik aesa proper business he jismen hum manual he work karen tou tab hi ye karsakte hen agar short cut yani robot use karen ge tou aik tou wo islam men jaiz nai aur dosra nuqsan bi bohat he unka
                 
                • #83 Collapse

                  mery bhai jo ap posting krty ho ap ko cha eh ya ky short cut post na kren is men ap ko cha he ya jo post kren full 2 line ki kren taky abt achy sy pta chal saky
                  • #84 Collapse

                    my dear friend hame kabi bee forex me short cut se trading nahi karna chahiye kioke agar short cut me trade hamare against hogaya to hame os me bahot lost hoga . hame normal tareeke se trading karna chahiye . har waqt long term me trades place karne chahiye taake hame ziada earning mele .
                    • #85 Collapse

                      Agr ap forex main new hain toh hamy koi short cut use nhe krna chaheyh kiun k es say hamy badha loss bhe ho sakta ha,so trade with easy and learn more.
                      Forex strategies for beginner click here .... :)
                      • #86 Collapse

                        ji bilkul forex ik aisa business hai jis main short cut ki koi gunjaish nahi yahan sirf wo hi kamiyab hai jis k pass knowledge or experience hai forex ik real business hai jis main practice ki malomat ki bht zarorat hai jab tak app k pas is k baray main sahi information nahi hogi app earn nahi ker sakty without information,knowledge or experience k app ko profit nahi ho sakta or na hi forum ko is short cut ki koshish main loss or nuksan k sawa kuch nahi....
                        • #87 Collapse

                          forex pehlay say he ek shortcut hai aur agar hum is kaam me aur b zyada shortcut letay hain to hame yaha pay ye cheez ko dekhnay me madad milti hai aur aap yaha pay khud ko samjh saktay hain.
                          • #88 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                            forex mein koe short cut nahi chal skta kyu ke forex ek esa business hai jis mein information aur knowledge hogi tu hi ap kam kr skte hai warna yaha p short cut ki koe zarorat nahi hai kyu ke yaha short ki jaga hi nahi hai
                            At first take my salam, I am agree with you. Think trading is a good job for all people. Thanks a lot of you for your analysis of Forex trading. I think short cut system is not good for trading business. Thank you very much.
                            • #89 Collapse

                              Short cut apply karnay walo ka hmesha nuksaan hota hai kue kay pateince aisa element hai jo ap ko hmesha faida deta hai...........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                G HAN! dear forex main short cut ki koi jaga ni agar ap forex main zaida earning k greed main ah kar short cut maray gai tu ap kabhi bi success hasil ni kar saktay forex main ap k pass knowledge information or education hogi tu ap har qadam par success hasil kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X