no short cut

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    forex has no short cut way to success. its needed hard work and good willingness. only a hard work person can do better learning and study. which is much beneficial to gain in this business. so, we should learn and gather experience to achieve success.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      forex ki trading business mein hamein short cut say jitna ho sakey bachna chahye because is say hum loss kar sakty hain is liye to har koi kehta hai don't find any short cut in forex.
      • #558 Collapse

        Forex main kamyabi key leye koi shortcut nahi hy aur agar aap successful trader banna chahtey hain to mehnat sey si ko seekhain aur is key baray main jitni information ley saktey hain. Pakistan forum is the best source of information. Is key elawa youtube par forex training ki videos bhi kafi help karti hain. Agar hum profit lenay key leye shortcut method use karain gey to loss uthayen gey.
        • #559 Collapse

          Jee aap bilkul thek farma rahe hai forex main koi short cut nahi hota hia.
          jo mehnat krta hia is main kamyab ho jata hai.
          • #560 Collapse

            well foreex business ek best online business hain aur ye isliye inta popular ho raha hai kyun k unsmain baht saraa money hain hum ghar bethy is main kama sakty hain bas is main thori knowlwdge ki zarurt hoti hain bas baki ye sab se best business hia ..
            • #561 Collapse

              yes forex main koi short cut nahee hai is main sakht mehnat ki zaroorat hai jab hi ham forex se kuch hasil kar skate hain
              • #562 Collapse

                No brother Forex business me koi Short Cut nahi he, ap ko hard work karna hoga tabhi ap ko forex se munafa earn hoga, agar short cut way hota to har trader forex ke through rich hota, so brother is trha ka koi short cut way nahi he profit earn karna ap ko zeyda se zeyda mehnat karni hogi munafa earn karne ke leye.
                • #563 Collapse

                  forex trading is not shortcut way to get rich. forex trading is too hard and very risky business. you can be poor quickly because of forex business. need more learn and long learning process to get success in forex
                   
                  • #564 Collapse

                    in my point of view
                    and simple words
                    practice makes man perfect.
                    same ye rule sab par and specially forex main apply hota ha.
                    aksar shortcuts nuksan ka bais banty hain.
                    • #565 Collapse

                      merey bhai y eaik achaa kaam ehaur ye aik achaa kaam hea ur ye aik achaa kaam ehaur ye aik achaa kaam aheuryeiak achaa kaam hareu yr aik acha kaam ahea
                      • #566 Collapse

                        forex trading ka kaam ho ya app koi bhi aur kaam kerahe ho kisi bhi kaam mai koi short cut nahi hota hai har kaam ko kerne ke liye app ko mehnat kerne hote hai.
                        • #567 Collapse

                          dear brother, apne sahe kaha, forex me aesa nhe he k ap raton rat ameer ban jaenge, balke yahan p hamen din rat mehnat ke zarorat he ur jab he ham kamiazb ho sakte hen ur forex market me kama sakte hen, so i agree with you that there is no short cut in forex business
                          • #568 Collapse

                            Shortcut ki chahat bhot hoti hai logoun ko or isi key chakar mien log barey tries bhi kartey hain or mien bhi hamesha her kisi ko her member or her trader ko yeh he kehti houn key yeh possible nahi hai or apna time waste bilkul nahi karien is sub key peechey.
                            • #569 Collapse

                              ji han shortcuts nahi hain is business me agar forex ke business me kamyabi chahiye aap ko to shortcuts jesi cheez ko mind se hata den takey aap is business me kamyabi hasil kar saken kiun ke shortcuts me parne se loss he milta hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Sir ap log forex may chahiye new ho ya old apko forex may shrot cut may kaaam nahi kerna chahye is say forex ki economy kharab hoti hai ap log pehlay ye kaam seekhay us kay bad hi kucy kare tab hi kamaybi ho gi thank u

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X