no short cut

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Yes i agree with you forex market me short cut nhi hai trader ko properly knowledge and experience gain karney key bad he trading karni chahiye tabi profit hasil ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      ji han hum askra forex ko bahot assan or short cut samajte hain.or pher esa karne sy hame loss hi hota ha.han forex ik short cut business bi ha.but pahle ap forex ki knowledge tu hasil karen.is mei maharat hasil karen,pher forex ap k leye short cut business ho sakta ha
      • #153 Collapse

        jee ha bhi jaan ap nay ik acha sawal keya ahy aur may ap ko batnana chahta hu kay jee ha forex may koi short cut nahe hay is may pora experience aur time daina parta hay is leyi ap pir ache earninig ker saktain hain
        • #154 Collapse

          Yar forex trading aisa business hai jis main koi bhe short cut hum use nai kar sakty and na he is main phir profit earnk ar sakty hain,,,is liye hamain chaye k hum is ko proper tarha se learn karain and than earn karain.....
          • #155 Collapse

            Bhai jaan jo forex me short cut ke chakker me rehta hai wo kabhi bhi forex me acha trader nahi ban sakta wo sirf is kaam me apna time zaaya kar raha hai aur apna knowledge ko khatam kar raha hain......
             
            • #156 Collapse

              dear sir mere khayal k mutabiq me to kehti hun k forex me waqai koi shart kut nhe chal sakta hai forex business aik aisa business hai jis me agar insan k paas experience or knowledge na ho to who kabi bhi is me nhe chal sakta lihaza experience or knowledge ka hona boht zaruri hai..
              • #157 Collapse

                humesha apnay mind se kam ltya jata ha.agar ap ne zindagi makamyabi hasil krni ha to shortcut use ne krnaya.shortcut se waqti fayida zror hota ha lakin ye hamen manzil tak ne ponchata
                • #158 Collapse

                  ji ha bhi ji yha pr shart cut lainy waly log kma nahi krskty ho is liy q kai is kai andr time spend rkna prat ahi jo is pr time spedn krta hai wo is kai andr success hasil krta hai jo is kai andr jaldi krta ahi wo nakamyab ho jata hai
                  • #159 Collapse

                    As the word 'shortcut 'defines it self that if we use it to achieve a quick success then that success will remain for short period as well because it cannot be achieved through proper channel.so try to be loyal with yourself .
                    • #160 Collapse

                      g han bhai jan ap ke bat sahe ha o r man ap[ ke bat se agree krta hon g han bhai jan forex man koi chort cut rasta nha ha q k ye ek real busiess ha or real bsuenss man kamyab zra deer se milti ha lekn milti zror ha ....
                      • #161 Collapse

                        kisi bhi kaam mai shortcut karna galat bath hai is ka result sometime boht danger bhi hota hai. forex trading ek risky bussiness hai is liye trader ko chaye k shortcut ko ignor kare or mehnat se trading kare.
                        • #162 Collapse

                          Forex mein shortcuts use krne waloon ki koi jagah nahi hai kyun k forex busienss mein humein pori mehnat karni parti hai and humein trading apne experience and trading skills ko use krte hue karni parti hai is hi lye trading mein kisi tarah k shortcut ki gunzaish nahi hai, kamyaab wohi hota hai jo apni poeri mehnaat lagata hai is kaam mein.
                          • #163 Collapse

                            forex main shortcut marney wale log hamaisha nuqsan patye hain aur unko bahut ziada loss ho jata hai
                            • #164 Collapse

                              shortcut ksi ke lye bi bht zaida takleef deh hota he q k shortcut marnay wala insaan hamesha zindagi me naakaam rehta he hamen chaye ke hum shortcut ke bajaye mehnat par believe karen q k is tarah se hum achi knowledge hasil kar ke ahca experienc barha saktay hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                me to yehi kaho ga k hum ko is kam ko samjh kar he karna chahye bina samjhay kabhi b hum ko ye kam nahi karna chahye bus khud he is ko karna hota hai aur samjhna hota haai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X