tawaja se kam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    twajo sy trading karay aur forex aik acha business hay isi liye you have to keep patience because forex mein loss bhi hota hy aur loss kay bahot saray reason hotay hy aik reason yeh hay kay ap greedy ho aur profit ziyada make krny kay chakkar mein ap ka loss bhi ho sakta hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      hame iss mai attention ki zarurt hoti hai ham iss mai kam kar sakty hain forex best business hai kam karne k liye tabhi ham iss mai easily kam kar sakty hain or earnn g kar sakty hain
      • #573 Collapse

        Forex trading main jab bhi aap trade lagana chahtay ho to pehlay to aap market ke baaray main analysis parrhen aur news updates per nazar rakhen aur phir uss ke hisaab se ek plan banaen aur sahi time ka wait karen jab aap samjho ke ab market main trade theek ho gi tab trade karo.
        • #574 Collapse

          tawajja sey to tab ye kam kia ja sakta hai jab ap ko malum ho k is main ap ko profit milega aur ap k dreams purey hungey.
          • #575 Collapse

            Hello my dear brother, how are you ? ap ny thek kaha k trading tawajoh sy r pury dihaan sy krni chaye q k bina concentration ap koi bi kaam axhy tariqy sy nhi kr skty r trading main to mind ka fresh hona bhot zaruri hai.
            • #576 Collapse

              Wesay to forex main har kam ko serious lay k krna chaheay koun k hameri routine hy k hm demo ko serious ly k nahe krtay par real py khas tawaja sy krne chaheay. Ta k loss sy bacha ja sagay.
              • #577 Collapse

                yeh to fact ha kay kisy bhi kam karnay karnay say pehlay us main bohat ziada interest ki zarorat hoti ha isy tarha forex main kam kaliay bhi bohat intrest ki need ha.
                 
                • #578 Collapse

                  dear I Agree with you apki bat bilkull thek ha forex may real account may trade karty waqat puri taqaja kay sat or hosh o hawaz kay sat trade kani cahya kuky market secondo change ho jati ha is lya hamy hamysha alert rahna cahya trade karty waqat
                  • #579 Collapse

                    Forex men humen full concentration k sath kam karna chaye hum jitni towajo se kam ya trading karen gay forex humen utna he reward de ga. Agar hum ise lit len gay to ye b humen bohat he ziada lit lay ga or phr humen loss ka samna karna pare ga
                    • #580 Collapse

                      i agree dear forex market bot fast move karti hai jis ki waja se profit b hum zyada earn kar saktay hai ur loss b zyada ho sakta hai humy puri concentration se trading kari ho ge loss se bachne k liye...
                      • #581 Collapse

                        g ha g janb,,,bilkul shai kaha hay app nay janb,,is main har kaam hi tawja sya karaibn gay to hum ko faida ho ga jnab,,ager esa nahi na karain gay to loss bhi ho skata hay janb,,,
                         
                        • #582 Collapse

                          ji bilkul tawjha k baghair tou ek trader successful nahe hosakta kiun k kai baar ap trade mein enter hoty hein but ek dam se apka sl hit hojata hai ya apne sl lagaya hi nahe hota tou account khatray mein parh jata hai iski wajha tawjha ki kami hai kiun k hosakta hai us time news ho or ap ghalat trade mein enter hojaen.
                          • #583 Collapse

                            forex business is a technical business is liye ye bat zaruri hai k aap yaha tawaja sy kam karen Q k agr aap tawajo sy kam karengy tou aap ko agay barny main asani hogi.
                            • #584 Collapse

                              assalam oalaikumg bhai jan i agree with u or humen har waqt trading ko planing k sath chlana cahiye or ziada se ziada prectic krni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                g bilkul g hm ko is kam ko agar karna hai to phr hm ko puri twaja sy karna cahuai jo ky hmary lia bhtar hai is lia hm ko is ko karty rhna chayia jo ky hmary lia ahm hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X