tawaja se kam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    bilkul je jab hum forex trading real me work kare tu hum ko kafi tawaja k sath work karna cha he agar hum aisa na kare ge tu hum loss ho ga tu tawja me kam karna lazmi hay jab hum trade kare thanks app nay ek ache knowledge aur bat bataee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      bhai ap koi bi kam karaapko naqsantohaota hi rahta haap usko chor to ni do ga bas yabi asa haia ha aka apko loss bi hota hi rahta h lakin agar ap pratse ka sath kam kara ga toaplo koss nhi ho ga aor apko pher apkko tradingkarnaka maza bi aye ga
       
      • #183 Collapse

        forex mai trading kerne ke liye aap ko apne mind ko sare confusions aur tension se relax ker ke kerne hote hai forex mai trading kerne ke liye aap ko koish ye kerne chaiye ke jab aap trading mai enter ho tou pure attentiion forex per ho.
        • #184 Collapse

          this is very fine to say that ye coz apki choti c galtyan bhi apka acount band karny ki wja sabit ho sakti hain. so forex trading wesy to bht helpful hy apki life main lakin har kaam ko karny ka aik tareeka hta h......
          • #185 Collapse

            assalamu alaikm jee han brother i am agree with you forex tading koi bachon ka khel ni hain balkein yeh aik risky businnes hain..is leyein trading karte waqt zaruri hain ka trader apne dimaag ko haazir rakhtein hue trading karein or us ka mind itna fresh hona chayein ka wo with in a second market ka hisaab se apni stragedies banae
            • #186 Collapse

              salam doto,ap thk khr hy ha or ma agree b ho q ka bhai forex ak wolrd wide or best online buisness ha is m ham jab tk tawaja sa kam nai kary gy hamy faida nai hoga.
                 
              • #187 Collapse

                asslam oa likum dear's yes dear umy forex ma tawojo sy kam akrna cahy as ma jo mahant akrta ha woahe as am kamayab hota ha forex ma partice be bohat imporatna ha as ky bagr guzara hnhe.
                • #188 Collapse

                  jo b trading ko kamyab karna chahta hai us k lye zrori hai k wo sub say pehlay yah apay is cheez ko dekh le k isay karna kesay hai bad me koi aur kaam kare.in cheezon me demagh laganay ki zrorat hoti hai.
                  • #189 Collapse

                    yes i agree with u forex per yahe to risk hota hay k apko pata nahe hota hay market kab apna rukh change karlay.is liye ap ko yahe chaye k ap jab bhee trading karein to apki forex per full tawaja hon chaye.
                    • #190 Collapse

                      Jab be aap forex trading kr rahyn hu tau aap ko chaheye ke aap ke poori tawjja forex trading me he honee chaheye aap ko kissi doosry taraf dehan nahy dena chaheye, ku ke market ka second second qeemiti hota hy kya pata market kab kidher ko move kr jahy, so always keep your mind in trading.
                      • #191 Collapse

                        ji dear forex rel account me trading krty waqat pory hohs o hawaz me kam kr na chaye ku k agr ap pore tawaja sy kam nhi kr rhy to ap ko unqsan krny ka kya fida .......
                        • #192 Collapse

                          ager aap aik achay trader bana chatay hai tu aap k liya yeh zaroori hai keh aap tawajoo say kaam kerain aur aapni trades lagaian is k liya yeh zaroori hai keh aap ko forex trading ki practice hni chaya aur ap ka knoweldge about forex trading kafi hona chaya aur aap ki forex news pay bhee nazar hoo,
                           
                          • #193 Collapse

                            ye haqeqat ha ke forex trading ak bohat he strong online business ha jis ko agar achi tara lean ker ke , is mi experience hasil kar ke kia ay tu ye bohat he ziyada profit de sakta ha , ziyada ter wo traders is business mi kamyab hien jo discipline se tradimg karty hien.
                             
                            • #194 Collapse

                              Assalam o alaikum. Ji bilkul theek kaha aapne attention to trading may aapke liye itni important hy jese aapke liye khana.. Bagher khanay k aap nai chal skte isi tarha bagher attention k success nahi chal skti. Hamesha tawajja se kaam karen..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                g bilkul hmen trading karty waqt alert rehna chahiye aur market sy up to date bhe rehna chahiye q k currency kb change hoti hai hmen pata nahe chalta isi lye hmen apni market sy har waqt up to date rehna chahiye jb bhe currency barhy ya kam ho ap ko pata ho aur ap usi tara apni trading kar saky jis sy ap ko nuksan kam ho aur profit zada sy zada ho saky.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X