Aik hi pair main 2 ya zyada trades open ker lena loss ka sabab hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik hi pair main 2 ya zyada trades open ker lena loss ka sabab hota hai
    Jab apny kisi pair main aik trade open ki hui ho tou us waqat tak wait kerain ky jab tak woh profit main close ho jaey tab dosri trade open kerain aik hi pair main same direction main ya opposite direction main more than one trades open kerny sy hamesha loss ky chances zyada hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi jan ap ny bohat achi bat batai hy aik pair ma do trade open karny ka nuqsan hota hy and ap k loss ma jany k chance kafi barh jaty hen lihaza koshish karni chaye k aik waqt ma aik he trade open karen
    • #3 Collapse

      Trade open krni ho to pehly ap kam lot size ma buy ya sell kren agr apki trade loss ma.chali jati hai to ap dobara double lot size sy trade open kro jub apki first entry point py market ponchy gi to apka loss reciver ho ky apko required profit bhi ho chuka ho ga members
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
        Jab apny kisi pair main aik trade open ki hui ho tou us waqat tak wait kerain ky jab tak woh profit main close ho jaey tab dosri trade open kerain aik hi pair main same direction main ya opposite direction main more than one trades open kerny sy hamesha loss ky chances zyada hoty hain
        Ji aapne bilkul sahi Kaha Agar Hum Ek currency equality Main Apni trade Laga Lete Hain aur Wallace Main Chali jati hai aur phir Hum sochte Hain Ki is Mein Ek gold rate lagale Jis Se Hame Jyada profit Ho lekin Hume Hamesha is loss hi hota hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Nai dear me apki bat sat not agreed hun me apko aik example deta hun may b apko samjh a jaye. Fore example hum nay 0.02$ ka sell kea ha gold pay 13350.00 price pay aur kuch hours k bad price kafi up ho gae ha 13362.00 tak chali gae ha aur apki 0.02 ki trdae loss main ja rahi ha ab yahan ap agr 0.05 ka mazid sell krain gay to aik time ay ga jb price down ho gi aur apka loss bhi recover ho jaye ga aur ulta profit b ay ga. Post ghor say read krain gay to samjh a jaye gi
          • #6 Collapse

            aap ek pair Mein Ek Se Zyada bhi Intezar Laga sakte hain aap ek se zyada Mota maybe entry kar sakte hain yeah Aap Ki Kothi par depend karta hai Ke office pe Kitni amount hai aur aap kitne advantage yahan se Chahte Hain
            • #7 Collapse

              of course I'm totally agree with you. mere opinion key mutabiq hamen achi trah se chart ko read karna chahey aur forex market ko achi trahsey analyse karne key bad trade open karni chahey aur uskey baad sabar key sath wait karna chahey agar hum ney ek hi account main ek hi Pier main do alag alag trade open kar di to lose yaqeni hai
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkul theekhay humay trading karty waqt is bat ka khass khyal rakhna cahiay k hum aik pair par aik trade hi open kary kiu k humay ye malum nai hota k humari trade loss may jay gi ya profit may is liay humay is bat ka khass khyal rakhna cahiay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                  Jab apny kisi pair main aik trade open ki hui ho tou us waqat tak wait kerain ky jab tak woh profit main close ho jaey tab dosri trade open kerain aik hi pair main same direction main ya opposite direction main more than one trades open kerny sy hamesha loss ky chances zyada hoty hain
                  Sometimes Jab Hamari trade loss Mein ja rahi Hoti Hai To Hum sochte Hain ki hum is fair trial balance Aa Gaye Hum a profit hota hai lekin aisa nahi hota Hamari volte redmi Roz Main Chali Jati Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X