Forex Trading mai risk factor zyada hai ya kam
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading mai risk factor zyada hai ya kam
    Forex trading mai risk factor trader k apne decision par hota hai agar trader zyada risk lena chahe tho wo trade ki lot size increase kar daita hai aor agar kam risk lena chahe tu trade ki lot size kam leta hai aab jab risk zyada hoga tu profitability k chances be zyada honge aor agar risk kam hoga tu profitability k chances be kam honge so risk lena ya na lena har trader ki apne choice par hota hai .
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading aik aesa kamhay jis may jaha humay faida hay waha humay loss bhi hota hay is may humay jitni jaldi profit hota hay utni hi jaldi hum loss bhi karjate hay is liuay ye bht riski kam hay humay is may bht ehtiat se kam lena parta hay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Forex trading mai risk factor trader k apne decision par hota hai agar trader zyada risk lena chahe tho wo trade ki lot size increase kar daita hai aor agar kam risk lena chahe tu trade ki lot size kam leta hai aab jab risk zyada hoga tu profitability k chances be zyada honge aor agar risk kam hoga tu profitability k chances be kam honge so risk lena ya na lena har trader ki apne choice par hota hai .
      Forex trading main risk ka factor bohat he ziada hai traders aik choti c mistake sy bhi traders ko bohat ziada loss ho skta hai is liye tradsrs ko chate k jab bhi trading krain to soch smjh kr trading krain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat darust hai k agar koi apne risk factor ko barhana chahe to barha sakta hai aur apni lots barri lga deta hai, hamen barri lots ko use krne men jahan profit ziada hota hai wahan pr hamen loss bhi ziada hoga aur hamara account bhi wash ho sakta hai, isliye hamen aisa bilkul bhi ni krna chahiye hamen wo lots use krni chahiye jin se hamara capital save rahe.
        Hamen trading k liye apne capital ka khayel lazmi rakhna chahiye aur apne experence aur apne balance ko dekhte huye hamen lots ko use krna chahiye ta k ham kamyab trading kr saken.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

        اب آن لائن

        Working...
        X