Month k End mian kitni Posts deduct ho jati hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    This indicator represents the changes in the level of retail prices of basic basket of consumer purchases. So this is the index of the most important indicators that affect the inflation in the country. Inflation is directly related to purchasing power of the currency within the borders of the state and this affects its position in the international markets. If the economy grows normal circumstances, the high index of consumer prices could lead to an increase in interest rates basic. This in turn leads to an increase in the attractiveness of currency.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      gee bhai forex forum mein month ke end per forum moderator posts ko chek krte hien aur jo posts sahih nhe hote hein un ko deduct kr dia jata he aur jo forum rules ke mutbq posts hote hien un ka bonus hmein dia jata he jes se phir trade start krte hein
       
      • #513 Collapse

        bhai jaan ye to moderrators pe depend karta hai aur apki posts pe depend karta hai kw ow kitni quality wali thin kiunk eagar apki posts theek nahi hongi to wo deduct hojayengi.
        • #514 Collapse

          ye ap ki post k level pai depend krata hah k ap ki post kis level ki hah mtlb agar ap har post ka sahi jawab do gay us k mutabiq answer hoga ap gapain nai maro gay to ap ki koi bhe pos deduct nai hoge aur agar ap ki post ka answer thread k mutabiq nai hoga to ap ki post deduct ho jaye ge
          • #515 Collapse

            dear ase hy ka agr tu ap na sub post thek ke han tu ek be delelt nahi ho ge or agr aap na ek post ko 2 time kye hy ya 2 line se kem h tu phr jitn be ho ge wo ase he tu delelt ho ja ge or agr ap na sub thek ke han koi masla nahi hy tu sub ap ke post ka bonus mil ja gy
            • #516 Collapse

              Bhai ma yah to kich ni bta sakta hon ky kitni post detect hoti ha is ki koi limit ni ha ky kitni post hoti ha wo post jo modertor ko us ky hisab sy ni lagty hain wo phr un kodetect kr dty hain agar ap thk post r dehan sy krein gy phr ap ki post detect ni ho ge ma bs yah kahna chahta hon ky jab be ap post kro r dehan sy kro ky us ma koi mistake na ho phr ap ki post detect ni ho ge
              • #517 Collapse

                Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apna pocha hy post deduct ke bare mai tu apko chahye k posting kerta time lambi or related post karo ta ke deduct na ho
                • #518 Collapse

                  monthly basis per koi bhi post deduct nahi hote hai agar app sahe se kaam kerahe hote hai tou koi masla nahi hota hai posts deduct hone ke waja yeh bhi hai ke app ko pata nahi hota hai aur app ya koi bhi duplicate post kerdeta hai thread per jis ke waja se mushkil hote hai baad mai.
                  • #519 Collapse

                    nhi aesa nahi hota hai ap ki posting daily yahan per check hoti hain moderator ki taraf se or us ke baad clear ho kar aap ke account me show hoti hain aap ne kaam sahi se kiya hua ho ga to kabhi bhi posting aap ki deduction me nahi jae gi .
                     
                    • #520 Collapse

                      Listen brother post deduct unki hoti he jo forum ke rules ko breakout kar ke work karte he like short line ki post kar di, double post kar di, topic se hat kar reply kar deya, is traha ke reason hote he jab post deduct hoti he, agar ap forum ko rules ko correct traha se follow kar ke work karo ge to ap ki post deduct nahi hogi, and har month ke 1st date per post automatically zero ho jati he, aur new record start hota he...
                      • #521 Collapse

                        Dear month k end me tb hi posts deduct hoti ha jb hm is forum me galt posts karty hain ya phr jb hm is forum me 2 lines se kam ki posts karty hain tb hi hm is forum me posts deduct ho jati ha isi liye hmen chahe k hm is forum me sahi se posts kiah kareen
                        • #522 Collapse

                          dear kitni post deduct hoti hay, it's depend on you. agar aap post k reply dehan say kertay ho aor post k hisab say hi is k reply kertay ho to wo post aap ki deduct nhi hoti hay. is lye thora sa time le ker achi tarah samaj ker hi post k reply dena chahye. warna aap ki mehnat bekar chali jye gi.
                          • #523 Collapse

                            Month k end me posts usi ki deduct ho jati ha jo is forum me posts ko sahi se nahi karta ha ya phr jo is forum me posts ko 2 lines se kam ki karta ha usi ki posts is forum me deduct ho jati ha lakin agr app ne sahi se sari posts likhi ho tu koi deduct nahi hoti ha
                            • #524 Collapse

                              monthly ap ki posting yahan per kabhi deduction me nahi jati hai jo posts aap ne sahi nahi ki hoti jin me mistakes hoti hain wohi sirf aap ki deduction me jati hain is ke ilawa koi bhi single post aap ki yahan per kabhi deduct nahi hoti hai .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                G han sir mere kiyal me to me is me new ho liken me ne jab is ko join kiya ha to log is me keh rahe ty k is me ap sirf monthly he is me ap 250 dollar he bana sakty ha our is me post ka reject ho jana is me ye hota rehta ha q k is me ap ko bi pata nahe hota ha k ap ne ek qus kitni bar kiya ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X