forex trading ki timing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
    forex trading markete ki timing 24 hrs 5/7 days you deal any time in 5 days markete is not closed any time forex trading is suitable for all countries times.
    forex trading main week main 5 din kam hota hai or 2 din market off rehti hain or traders ko rest krny k time mil jata hain forex market pak time k mutabik jumy ki rat ki 3 bj off hoti hai or sunday ki raat ko 3 bj on ho jati hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      Yes because this business is done mostly online so it runs all the time from Monday to Friday without any break. However there are only few hours when the market is very volatile and during these hours we can trade and do scalping as well.
      • #768 Collapse

        G bhai jan forex market 24 hours five days haftay main open rehti hay - ic main 4 sessions hotay hain - London Tokyo Newyork aur Sydney - jab ek session khtam honay lagta hay dosra shroo hjata hay - jab do session akhtay chal rhay hn to uce overlapping khtay hain
        • #769 Collapse

          forex trading ki koi fix timing nhi hoty ha ham jab be chahay forex trading ko kar sakty ha and easily kar sakty ha kio ka ya ek bohat zaida acha kam ha is ka liye hamay zaida time na be de kam ho jata ha
          • #770 Collapse

            g han forex hmain 5 din deta hai jis main hu 24 ghty kisi bhi wakt trdaing akr ksty hain or kisi par bhi trdaing kar sktyhain maghr hmain do din market clos milti hai jis main hum trdaing nahi kar skty hain
            • #771 Collapse

              forex main sab trade kar sakty hain aur is main time ka koi bi issue nai hai is main hum achi trade kar sakty hain aur time ka bi issue nai hai is main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum achy say perform karny k kabil ho sakty hain
              • #772 Collapse

                Wesy tu hm forex m 24 ghnty m jb chahy treading kr sakty hen likn din Tim tread order krna zyada best hy q k din k waqt market zyada tezi sy movmnt krti hy r forex treading ki liment week m 5 din hoti hy 2 din treading market bnd rhti hy sturdy r Sunday ko market bnd hoti hy r ye full posting k din hoty hen.
                 
                • #773 Collapse

                  G dear bilkul thk kah rahy han k forex ki koi timing ni ha ya 24 hour open hi rahti ha jab dil kary hum post kar sakhty han is ma time ki koi limit ni ha jab dil kary hum thrade kar sakhty ha
                  • #774 Collapse

                    is forex main time ko fix kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur time ko fix kar k hi hum achy say run karein gay aur is forex main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main achy say perform karein gayy ta k earning ho
                    • #775 Collapse

                      forex main sab kam kar akty hain aur time ka koi bi issue nai hai is main plane kar k hi trade karni ho gi aur is k bary main planing kar k hi hum run karein gay tab hi hum achi trade kar sakty hain aur market main up aur down ko dekhna ho ga tb hi hum sucess hon gay aur market main greed ko avoid karna ho ga ta k earning ho
                      • #776 Collapse

                        g ap ne bilkul thek kaha hai market week me 5 days open rehti hai or 24 hours open rahti hai ham market me jab chahy trade lga sakty hain market ko analyse karny k bad ham behtar time ko select kar sakty hain es k ilawa aksar pakistan me evening time market me movement zyada hoti hai to zyada traders sham ko he trading karty hain
                        • #777 Collapse

                          Forex trading mein market monday se le ker friday tak open rehti hai. In 5 dino mein hum 24 hrs kisi bhi time trade ker sakty hain. In 5 days mein kabhi bhi chuti nahi hoti. Bus ap mehnat se kaam kerty jain aur paisy kamaty jain.
                          • #778 Collapse

                            forex main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hohn gayy aur time frame ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur is forex main time frame ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay tab hamain is say faida ho saky ga ta k is say earning ho saky gi
                            • #779 Collapse

                              G janab forex mai ap ki timing depend hoti hy kty ap kiss tyme trade kar sakty ho or forex mai ap ki tyming axhi honi chahyay agar forex mai ap ki tyming axhi na ho tu ap ko kuch bhi hasil nahi ho sakta hy aik tyme frame ap ko bnana chahyay taky ap ki trade axhi ho sky,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain time ka koi bi issye nai is main kisi bi waqt tradw kar k hi hum achi trrade karny k kabil ho sakty hain aur market main is k bary main information hasil kar k hi hum achy say profit hsail kar sakty hain aur is say hamain bi faida ho saky ga it is best job

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X