forex trading ki timing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ki timing
    forex trading markete ki timing 24 hrs 5/7 days you deal any time in 5 days markete is not closed any time forex trading is suitable for all countries times.
    Islamic Books Blogging Tips
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam O Alaikum han gee forex trading ki timming yeh hai kay kay yeh week main sirf 5 days hoti hai or is main time kee koi limit nae hoti hai yeh 24 hours open hota hai bus weekends per i mean saturday or sunday off hota ha
     
    • #3 Collapse

      forex main trading ki koi timing nhe hai ap jb chain ji wqt chahain trading kr skte is ki koi fix timing nhe hai. ap isko din main or night main kr skte hain.
       
      • #4 Collapse

        bhai jaan forex market to bhai jaan 24 ghanty hi khuli rahti hai bhai jan or janab ji yah market to pooray hafty main 5 days khulti hai or 2 din bund rahti hai .............
        • #5 Collapse

          friends forex forum main humain bohat say benefits miltay hain lakin humain uss main aik ye acha bebefit hai kay hum forex main kabhe bhe working kar saktay hain iss main koe time limit nahi hai./
          • #6 Collapse

            ji ha bilkul aisa he hay jasay apne kaha hay forex mein time ki koi limit nahe hay is mein koi bhee apni marzi k time say work kar sakta hay.ap chay kisi bhe country k ho poary din mein apko jo time free milay ya jis time ap behter samjhay us time mein ap trading kar saktay hay.siwaye satarday or sunday k.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
              forex trading markete ki timing 24 hrs 5/7 days you deal any time in 5 days markete is not closed any time forex trading is suitable for all countries times.
              bhai jan forex trading ki timing ak naih hoti hai apko daily weekly or news se apko apni trade ki timing select karni hoti hai q k ak time nahi hota hia trade kia
               
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: BlackMamba
                G bha i bilkul thee kaha apnay forex ki market 24/7 hour open rehti hay hm jb chahaye trading kr saktay hain siwaye weekend kay saturday sunday marcket off hoti hay,
                yes dear sweet brother forex tradnig me mostly trend evening me hoty hain or apko agar news se timing mil jati hai it mean k ap news se trade ki itming chose kar sakty hain
                 
                • #9 Collapse

                  is main time kee koi limit nae hoti hai yeh 24 hours open hota hai bus weekends per i mean saturday or sunday off hota ha.aisa he hay jasay apne kaha hay forex mein time ki koi limit nahe hay is mein koi bhee apni marzi k time say work kar sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trade aik aisa business hay k jis may time ke koi pbindi nahe din ho ya raat aap kisi wakt bhe trade kar k profit earn kar sakty han aap aik week may 5 din trade kar sakty han saturday aur sunday ko trade nahe kar sakty lakin aap ko us wakt trade karni chaiya jab aap mentally tor par fresh hon aur during trade aap ke puri twaja apny kaam ke trf honi chaiya ta k behtr earning ho sky
                    • #11 Collapse

                      Asslam O alaikum han gee ap forex trading per jab marzi kaam ker saktay hain ap 24 hours main jab kisi bhi hour main ap trading ker saktay hain or sirfap weekend per saturday or sunday wallay din kaam nahi ker saktay hain q kay jab yeh band hota hai
                         
                      • #12 Collapse

                        ga ha forex ka apna time he 24/7 jo is mai kisi b time trad kar sakte ho asanii se aur forex mai mostly trading evenig mai hoty he aur apko agar news se timing mil jati he its means k ap news se trade ki timing chose kar sakte ho
                        • #13 Collapse

                          Forex market 24 hours open rehti he aur is me kisi bhi time work kia ja sakta he lekin technical time ke hisab se subah 5 se 8 baje aur sham 5 se raat 10 baje tak ki timing trading ke liye best he.
                          • #14 Collapse

                            ji bhe ma apke bat sa agree krta ho apne boht ache bt ke ha market sirf hafta or atwar ko close hota ha yah hum pa depend krta ha hum trading ko kitna time dta hn and tradinge best business ha is sa hum kafe zada profit bna skta ghr batha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              is main time ki koi limit nai hai jab time mily ham sab ko ya work krna chaey is main ya bat nai k itny work main itna work krna hai is ley sab logo ko ya bat par agree hona zaori hai k time pay bas work he krain or baki kam chor dain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X