Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    i agree with you sir yaha forex pay hum online trading kar rahy hotty hain yaha jazbati or emotion k koi mainay nahi hoty yaha hum business kar rahy hoty hain agar hum jazbat mai a k koi mistake kar dain gaye tu hum bhari loss ka samna karna parta hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han ise main lalach ya jazbati nahi hona chahye q ky ise tara ap wo sub kuch bi loss kar dete ho jo kamaya hota hy so plz jazbat ko control main rakhna chahye
      • #33 Collapse

        Yes during trading we should control our emotions so that we could save ourselves from the biggest loss. Emotions se just humain loss he hota hai so fear and greed jesy emotions ko control karna chahye and with the confidence trading karni chahye.
        • #34 Collapse

          geee haa bhai aap ne thek kahaa hy me aap ke baat se agree krtaa hoo forex forum busineess me agr kamyaabi haasil krny hy too ap trading ke dooran jazbati naa hoo kyu ke jazbat me aa kr aap glat decision le skty hoo js se aap ko lose hoo sktaa hy es lye forex trading krty wqt jazbat me naa aye
          • #35 Collapse

            g bilkul bhai jaan aap hamesha soch samjh kar or poori care k sath kaam karo forex trading karte waqt kabhi bhi jazbati ho kar decision na lo to aap k liye bht bhter hai aap kabhi bhi forex tarding karte waqt agr aap ka mind fresh nhi hai to kaam na karo
            • #36 Collapse

              yes forex trading karte waqt bilkul emotions pe qabu rakhna chahye or present mind or concentration k sath trading karni ha takey success ho or koi b trading ki jaey us main loss or profit dono ho sakte hain lehaza jazbatiyat se kam nhi chalega bulke dimagh se kam kiya jaey
              • #37 Collapse

                forex business ek risky business ha or es mi decision bohat soch samaj k lyna hota ha ku k es mi galti ki koi gunjaysh ni hoti ha ek choti c galti b bahri par skti ha or hamy bohat loss ho skta ha es lia hamy soch samaj k market k trend ko samaj k trade karni chaheya tak wrong faisla na kar dy or profit earn kary bajay k loss kary.
                • #38 Collapse

                  Forex trading me jazbati bhe ni hona chahiay or trade lagany sy pehly sahi tarha sochna chahiay trade sy pehly dekhna chahiay k jis currency pair par trade laga rahy hain uc pair ki market ka trend kesa hy news ko follow karna chahiay fundamental analysis karna chahiay with tamam analysis karny k bad hi trade lagani chahiay.
                  • #39 Collapse

                    g han forex ek real business ha or es man sirf wohe kamyab ho skta ha j k jab bhe trading kry to chokna ho k kary or fresh demagh se krna chy es man jazbti nahan hona chy bal k araam se kam krna chy tab he ap es man kamyab ho skty han
                    • #40 Collapse

                      meray bhai main aap ki baat say bilkul agree karta hn bt mera khyaal ye hai k humain forex to kia kisi bhi kaam main jazbaati nahi hona chaiye or forex main jazbati honay ka ye matlab hai k ham apna hi nuksaan kar rahya hain so is kam ko calm ho kar karain to faida hoga
                      • #41 Collapse

                        forex men hamain cool mind ho ker trading kerni hoti hai or hamain is men jald bazi se guraiz kerna hota hai pohir hi ham trading ker k munafa kamaty hain jo jald bazi kerty hain un ko loss hota hai.
                        • #42 Collapse

                          JEe bilkul relax hoke trading krni chaiyeh decision bhi relax hokr lene chaiyeh jald bazi se kam bigarta hai banta nahi. Lekin han itna relax bhi acha nahi k moka hi haath se nikal jae. To tawazun banae rakhen.
                          • #43 Collapse

                            han ge bilkul apne thk kaha hai hmain forex trading main jazbati nhe hona chye blky hmain achye se sekh kr or smjh kr kam krna chye.
                             
                            • #44 Collapse

                              g ap sahi kehre ho ye bhot sakon se kerne wali job he bager emotion k kerny chaye forex trading m jazbaty nahi hona chaye is m dill se nahi demagh se kam ker na hota he q k hamare zara c bhi bhol hum ko capital se loss kerwa sakty he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dosto bilkul theek baat he ye hamey trading krte hwe dimagh se sochna he ye nahe ke agar hamey loss hojae to hmm maturity na dikhae balke jazbati hojae or phr apna mazeed loss kar bethey kunke isi tarah newbies apna loss krte hey ziada tar dekhne me yahe aya he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X