what are main reasons for lossing investment??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what are main reasons for lossing investment??
    Mera ap sab se ye question ha k kia wjoohat hen jin ki bina par ham aksar apni investment kho dete hn ,ap sab is mn share karo ta k sab ko in reasons ka pata chal sake koi bi nuqsan mn na ae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear main reason lossing kay ye hai kay ham hope kartay hain. Or prediction theek ho gi laikin market ko agar watch karain gay to ham hypnotic ho jatay hain or bonus account per lot size zada ka laga daitay hain jis ki waja say loss hota hai.
    • #3 Collapse

      Bhai mare khayal main 2 main reasons hain loss ke ek to apne analysis main clearity na hona second patiance ke kami ap loss main to patiance dakhaen lekn profit main nahe
      • #4 Collapse

        ager ap apni investment loss ker jaty hn to is ki kai reasons hn pehly reason to ap pridiction ghalt ho sakty hy ke ap ne market ko predict ghalt kia ho dosra lack of experience tesra lack of knowledge ,ap ne market ko analyis ni kia ho ga ashy tara ye main reason hn forex main loss hony ki
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Bhai g merey hisaab sy forex mein loss ki main reasons lack of knowledge,decision letay waqt jaldi krna, laalach, market ka analysis kiey bagher trade lagana ye tamaam reasons hain kisi bhi trader k forex mein loss krny aur aur trading mein unsuccessful hony ki
          • #6 Collapse

            Dear investment loss karnay kay kafi saray wajoohat hain laikin aap ko pata hona chiay kay forex trading main investment lose sirf physiological mistakes per hoti hain jis waja say hamain acha result nahi milta. Kiun kay ham lot size zada bari laga daitay hain. Apnay bonus account per.
            • #7 Collapse

              Forex trading mai Investment loss kay kafi saray possible reason ho sakty hain.
              New traders tu ziada tar over excitement mai bar bar trading kar kay apna loss kar laite hain. iss trah jo experienced traders hai woh proper money management kay na hony ke waja sy trading mai loss ka samna karty hain.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                Mera ap sab se ye question ha k kia wjoohat hen jin ki bina par ham aksar apni investment kho dete hn ,ap sab is mn share karo ta k sab ko in reasons ka pata chal sake koi bi nuqsan mn na ae
                mere khayal main to los ki sab sy bri wajah ye hoti hai k ham forex trading k kam ko achi trha nahi seekhty or bna learn kiye he traidng krny lg jatay hain jis ki wjah sy hamain kam ka pta nahi hota or hamain loss hota hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                  Mera ap sab se ye question ha k kia wjoohat hen jin ki bina par ham aksar apni investment kho dete hn ,ap sab is mn share karo ta k sab ko in reasons ka pata chal sake koi bi nuqsan mn na ae
                  My Forex trading make nutrela Hoon Lekin jahan tak Meri information hai mujhe lagta hai K traders core loss is wajah se hota hai ki woh Bina learn K trading start kar get a real account mein

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X