Forex market aor forex ki prices ko kon control karta hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market aor forex ki prices ko kon control karta hai ?
    Ye ik complicated question hai k forex market ko akher control kon karta hai eske prices ko kon control karte hai aya koi country hai jo esko control karte hai ya koi automatic system hai maira tho es mai koi khas knowledge nahe hai lehaza mai apse pochta hun k apko es bare mai ketna knowledge hai k ye tamam cheeze kon control karte hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar controler ka pata laga jay to bat he kuch or hai laikin trade lagatay waqat hamain chiay ky apny Annaylis sahe rakhain ta kay acha result hamain mil sakay.
    • #3 Collapse

      Hai forex prices koe zayada dair ke lea controll nahe kar sakta banks market ko move karty hain lekn public response na ho to wo move zayada time nahe rahty
      • #4 Collapse

        jesa k hum jantay hain k forex market 4 sub markets say mil k bani hai jen k apnay alag session hoty hain jes main suddny tokoyo london our US session hain jo din main aik bad second open hota hai our control forex traders k oper depend ker rahi hoti hai our dosara us ki move financial our political issues k oper ho rahi hoti hai
        • #5 Collapse

          Bhai g merey knowledge k mutabiq Jahan tk forex mein prices ko control krny ya change krny ki baat hy to ye kisi k bs ki baat nhi keun k forex market itni barri hy is py koi trader,koi bank ,koi company ya koi currency asar andaaz nhi hoti aur iss mein barry barry traders,banks aur companies ko bhi loss ho jata hy
          • #6 Collapse

            Dear forex trading market main prices basically currency exchange rate hotay hain jo country ki situation per up and down hotay raitay hain. Is liay hamain achay Annaylis kar kay trade mean apnay bonus account per entry laina chiay.
            • #7 Collapse

              dear mera expernice or knowledge ye hay key forex ki market us dollar currency base par depend karti hay, agar us dollar me koi change ata hay to forex ki market me be change ajata hay.
              • #8 Collapse

                Bro! Forex Market ik Public Trading Platform hai. Yahan per bahut barri barri companies, banks, commercial institutions aur Speculators investment kartay hain aur market ka Trend Line Buying ya Selling ka trand line dekh kr kiya jata hai. Lakin ye cheez zaroor hai ke heavy investor / institutions market ki prices ka trand line banatay hain....
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Ye ik complicated question hai k forex market ko akher control kon karta hai eske prices ko kon control karte hai aya koi country hai jo esko control karte hai ya koi automatic system hai maira tho es mai koi khas knowledge nahe hai lehaza mai apse pochta hun k apko es bare mai ketna knowledge hai k ye tamam cheeze kon control karte hai
                  Forex trading market ko bahut same bade bade banks aur bade bade countries ki currencies control karti hai aur uske ilava duniya ki Bahut Si stock exchange be Forex trading market ko control karte hain Forex trading market Ek bahut bada business hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X