confidence is key to success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence is key to success
    Trading mn confidence bahut hi zaroori ha agar ap mn confidence ni ha tu ap kabi bi successful trading ni kar sakte aur ye confidence tab h a sakta ha jab practice zayada ho , agar ap confidence losse kar gai aur puzzle ho gai tu ap kabi been kamyab trader ni ban sako ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bat aap ki theek hai kay trading main hamain confidence say bach kar raina chiay or hamain bonus account ko wash hona say bachna chiay or logic base trades open karni chiay.
    • #3 Collapse

      G bhai main ap se totally agree karun ga agar ap confidence he nahe apne analysis main to ap earn kya karo ge agar ap confidence ho ga trade py to ap main holding capabilities aaen ge aur profit le sako ge trade se
      • #4 Collapse

        yes bro main ap ki bat se agree krta hon ke confidence is the key to success forex trading main confidence bahut main cheez hy ager ap ka confidence loose ho jai to ap ki trade loss main bh ja sakty hy confidence ka mutlub hota hy mazboty kisi bh buissnes ke liy confidence ka hona bahut hi must hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          But my friend aik trader k andar confidence tab ata hai jab wo aik to demo practice ache kerta hai our us k back ground main us k pas strong knowledge hota hai pher he wo forex market main ata hai to pher us ko acha profit milta hai ache trades lagany pay
          • #6 Collapse

            Bahi ap theak kah raha hain agr confident ho banda tu wo success zaror hota hai kiun ka jab bi business mai ap koi decision lata hain tu bara confident ho kr lana chaya of confidence ka sath trading krni cahya agr bina confident tarading keta hain tu ap ko loss ho ga or ap profit kama saka gain is lia pls confident loos na karain
            • #7 Collapse

              Bhai g main apki baat sy thora sa disagree kron ga aur woh is liey k forex trading mein sirf confidence sb kuch nhi iss mein aur bhi kafi saary factors involve hain jin mein luck, experience aur big investment keun k in factors k bagher Forex mein koi bhi trader fully confident ho hi nhi skta
              • #8 Collapse

                Yes brother you say right ap confidence lazmi hai agr ap ka andar confidence hai tu ap ak kamyab businesses man ban skta hain is lia confidence ko apna andar built karain tohra obahrain or apna andar ka kohf kahtam karain ta ka ap zindagi mai bi kamyab hon or business mai bi
                • #9 Collapse

                  Confidence say hamain trades karni chiay agar lag raha hai ham ne achi trade li hai to phir hamain in trades ko continue rakhna chiay jab tak sl ya tp hit na ho jay. Bar bar market ko watch kar kay apna waqat zaia nahi karna chiay.
                  • #10 Collapse

                    g han trading me success hamary confidence par hi depend karti hay kesi trader ka agar expernice zeyda ho or us ka confidence kam ho ga to wo kabi be achi trading nahi kar saky ga.
                    • #11 Collapse

                      Ap ke baat sahi hai ke trading kay liye confidence ke bohot he ziada importance hai . aur traders ko confidence hamesha knowledge aur trading experience ke base per hasil hota hai. jis traders kay pas jitna ziada knowledge aur trading experience hota hai woh itna he trading kay doran confident hota hai.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                        Trading mn confidence bahut hi zaroori ha agar ap mn confidence ni ha tu ap kabi bi successful trading ni kar sakte aur ye confidence tab h a sakta ha jab practice zayada ho , agar ap confidence losse kar gai aur puzzle ho gai tu ap kabi been kamyab trader ni ban sako ge
                        Forex trading ke kaam mein traders ka confidence both matter karta hai Kyunki Agar traders Ke Paas Hai confidence nahi hoga toh bachi trading nahi kar sakega
                        • #13 Collapse

                          Aslam o alikoum bhi aap nay teak kaha hai kay app ko forex trading ati hai laken dar lagta hai kay loss na ho jaiy aap apnay andaer confidence paida krain ess tarhan aap zeada achi trading kr sakty hain aur acha profit earn kr sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                            Trading mn confidence bahut hi zaroori ha agar ap mn confidence ni ha tu ap kabi bi successful trading ni kar sakte aur ye confidence tab h a sakta ha jab practice zayada ho , agar ap confidence losse kar gai aur puzzle ho gai tu ap kabi been kamyab trader ni ban sako ge
                            forex traidng aik aisa busienss hai jis main traders ko agar khud pai confidence na ho to wo achi trading nahi kr skty forex trading main succesful honay k lpiye zroori hai k ham khud pai confidence rkahin or traeidng krain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X