adverse affects on usd while changing economy of America
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    adverse affects on usd while changing economy of America
    Dosto ham ne aksar suna ho ga k American ki economy bari mazboot ha but bi kabi us ki economy mn up and down ata ha tu is ka adverse effect usd par parta ha ,aur altimately is ka effect forrx market par bi parta ha so plz ap kia kahen ge is bare mn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k forex Market mai sab se zayda faraq parta hai usd ki waja de kun k ais mai jab bhi usd strong ya weak hota hai to market kafi zayda moment karti hai aor kafi currencies par faraq parta hai.
    • #3 Collapse

      G bahi ap bikul theak kah raha hain wakaya mai american ki mashi halat bohot mazbot hai jab is mai change aya tu dollar up ya down jata hai or is waja s jo pair dollar pr depend kr raha hota hain wo up or down jata hain is s market pr bohot assar parta hai or dollar tab bi up or down hota hai jab american sadar trump koi news confrence krta hai is s bi market up or down jti hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
        Dosto ham ne aksar suna ho ga k American ki economy bari mazboot ha but bi kabi us ki economy mn up and down ata ha tu is ka adverse effect usd par parta ha ,aur altimately is ka effect forrx market par bi parta ha so plz ap kia kahen ge is bare mn
        US dollar ka effect Forex marketing bahut padta hai aur Jab Bhi Kabhi dollar key value maker me Kaise Bataye to forex market Mein Bahut Der Se movement Aati Hai

        اب آن لائن

        Working...
        X