forex knowledge sharing...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex knowledge sharing...
    Dunya mn har institute jo kisi bi purpose k lie education de rhai ha wo apne students k k darmian knowledge sharing k lie different program muratab karti ha jis mn wo participate kar k apna knowledge improve karte hn ,mera question ha k kia forex bi knowledge sharing k bare mn koi iqdamat kar rahi ha forex bi just like a institute ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi ap ki bat theahk hai learning lazmi krni chaya kiun larning ka baghair agr ap business karta hain tu ap ko loss o ga or ap profit gain nai kr saka gain forex forum bi learning ka hi kam kr rahi hai log apna experience shair kr rahain hain threads or posting ki shakal mai is lia bohot user forum s education on forex gain kar raha hain
    • #3 Collapse

      G dear aap ke bat kafi achi hai kay hum ap nay knowledge ko zeada say zeada share krain ess say kafi doston ka faida hota hai jo dost ess kam ko sekh na chahaty hain wo ess say zeada faida hasil kr sakty hain aur ess say hum khud zeada knowledge hasil kr rhy hoty hain
      • #4 Collapse

        g han bilkul pak forex forum be kesi institute ki tarha hay jes me members knowledge or apna expernice share karty hey, forex forum key through hi kesi trader ki achi learning be ho sakti hay.
        • #5 Collapse

          Dear jaisy ap ne baat ki hai k hum ko agar market ka experience hai to hum ko chaye k hum apny knowledge ko dosron k sath share kary kun k ais se sab ko faida hota hai aor new trader ko sekhny k liay kuch mil jata hai.
          • #6 Collapse

            Bahi forex ka knowledge ka hona lazmi hai kiun ka forex mai agr ap ko knowledge nai hai tu ap ko loss ho ga or ap loss ki waja s tension mai rahain gain is cheez s bachna ka forex na forum pr knowledge gain krna ka tarika bataya hai post or tjreads s knowledge gain kr sakta hain or loss s bacch sakta hain or ak acha profit kama sakta hain
            • #7 Collapse

              g han forex k related jo brokers hoty hain wo mukhtalif moqon py seminaar munaqid krty hain aur isky ilawa b daily bases py Forex trading ki stretighy k motalliq b email ati rehti hain aur mukhtalif qisam k lecture b aty hain aur jo log phr new hoty hain wo xross questions kr k apna knowledge improve krty hain.
              • #8 Collapse

                Sharing me bohat barkat hai agar koi kisi k sath apna knowledge share kerta hai to wo kam nahi hota balkay mazeed grow hota hai or is main galtiyon or khamiyon ka azala ho jata hai. Forex trading me hum agar kisi k sath knowledge share kerte hain to is is k sath analysis mazboot ho jata hai 2 minds are better than 1 mind so humain koshish kerni chahiye is forum pe or other platforms pe knowledge kis discussion or sharing kerain.
                :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                • #9 Collapse

                  sir wesy aek baat kaho k kuch log apna knowldge share nai krty ha qk wo ya samjty ha k agar ham apna knolwdge share kry to kahi wo ham say ziada earn nai kr saky lakin asa nai hota ha har kasi ka risk ALLAH k hath ma hota ha islay apko forex ma apna knowledge share krna chahiye tab hi apko ziada knowledge bhi mil sakta ha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikoum dear brother main too aap ke bat say itafaq krta hu kay forex trading main apna knowledge share kr na chahaiy ess say dousry doston ke rhainmaein krni chahiay agr kisi dost ko kuch samjh nhi a rhi too wo apna sawal doston sy poch na zarori hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X