forex trading ma jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    jald bazi say murad ap ka i think lalach ka hona g haan is mai jo log matlab stretgy kehti hai k 95% log loss karty wo yhi waja hoti bs insaan ye sochta k mai ab bs profit hi profit karta ja so ye waja us ka sara money loss mai bn jati.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      han g dearr traderr thek kaha apnyyy..jald bazi nahi krni chhahye phir chahy wo koe bhi kam ho ya forex tradingg....jald bazi ka ka shetan ka hota hey aur nuksn dey jata hey..bohat soch smjhh krr tradingg krni chahyee .market ki movmnt ko smjh kr dhyns sy bids lgani chahyen jo acha profit den..jald bazi sy nuksan he hota hey.aur sabr ka phal hmesha metha.
      • #858 Collapse

        Asalam o Alikum
        G Mary pyr yar jo log jald bazi karty hi wo nusqas he uthty hi un ko cheyah wo arm say soch samj kar kam karyn is pa or moveing daik kar trading karyn agr moving ni daikni to phr loss he ap ka naseeb ma hi
        • #859 Collapse

          professional banay kay liye bhi tu forex main ap kay pas koi fix period nahin hota yeah tu ap kay seekhnaay kay oper hain kay ap ko kitna acha trading ka pata hain us lehaaz say ap professional ban saktay hain trading main
          • #860 Collapse

            Forex trading ek world wide online business hai jis par log work kar kay profit kamatay hen aur ye kay forex trading me jald bazi k bahot se nuqsan hen aur humen loss bhi hota hai
            • #861 Collapse

              trading without market analysis k jald bazi me lagai gai trade app ko big loss karwa sakti hay achi trading karny k ley kabi b jaldbazi nahi karni chaye
              • #862 Collapse

                Han brother apki baat sahi hay q kay mere saath bhi kayi baar aisa howa hay kay jald baazi ki wajha se kafi nuqsaan uthana parha hay ..
                • #863 Collapse

                  ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may aapko jald bazi may kaam nahi karna chahiye kyun kay ager aap say jaldbazi may koi ghalat trade lag jati hay to aap ka loss bhi ho sakta hay.
                  • #864 Collapse

                    Fired trading half baaazii mein Nazi krni chahy apko cjahy key news key mutabiq any apko trading key let tyar krain air ek ek trade krni chahy name key ek dafa he sub trade kr drain ahesta chahny sy apko he fyda ho air nuqsan kan sy kam
                    • #865 Collapse

                      Ge forex main jaldi bazi ka nuqsan mumkin hai. Kun k agr hamary pas forex k bary experience, knowledge aur skills nai hain to hamyn trading main ehtiyat karni chaiye. Jab ham comlete knowledge aur experience hasil kar lyn to tab e hamyn forex trading karni chaiye otherwise hamyn nuqsan ho sakta hai.
                      • #866 Collapse

                        Sir forex trading may jald baazi ka nuqsan ye hai kay apko trading may zeyda loss hoi jata hai or profit kam hota hai jo bhi kaam kare soch samjhe ker hi kare werna nahi kare profit kay bina is kaam ka koi faida nahi hai thank u
                        • #867 Collapse

                          Jald bazi se trading nhi krni chaye. Hum jis bhi pair me trade open krna chayn humy chaye pely usy mrket analysis kryn news dekhyn indicator dekhny ky bad theek se entry area or tp sl lgayn. Na ky jld bazi me sochy smjhy wrong entry area lga dyn jo humy bad me loss ka zreya bny.
                          • #868 Collapse

                            Jald bazi ka kam shaitan ka hota hy aur jo jald bazi sey kam leta hy, us ka matlab hy keh soh sochey samjhey baghair trading karta hy. Trading aik risky business hy aur jab tak aap soch samjh kr decision nahi lo gey aap key leye acha profit banana mushkil ho jaye ga. Hamain sabar aur tahammul sey kam lena hy aur koi bhi decision jald bazi main nahi karna.
                            • #869 Collapse

                              bilkul forex trading ma jald bazi nai karna chayhe ..kyu jald bazi karne se aksar loss hota ha..forex ma kamiyab hasil karne k leye time lagta ha is leye patience rakna chayhe ta k ache earning kar saken..forex trading start karne se pehlee ache tarah analysis karna chayhe...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                forex trading my ap insta forex forum trading my agar bhot work karty ho to ap is my bhot achy earning karo jaldi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X