forex trading ma jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    my brother foreex trading to wese bhi high risky business he forex trading ma aap ko jald bazi sa kaam nhi lana chahioya balkih achi tarh markeet ki movement ko deikh kar or acxh tarah marckeet ko deikh kar hi tradeing karni chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      ji han mere bhai forex trading main sabar nahi karoo ge jald bazi karoo ge to aap ka bohot ziyada nuksan ho sakta ha agar aap ki markeet main loss ho raha ha us par ap ne jald bazi se kat diya to loss loss rehe ga kiya pata markeet sahi ho jaye apka profit hona shrw ho jaye
      • #828 Collapse

        forex trade mai jald bazi say trade main nakam honey ka dar hota hai app ki trade jo appinter kartye ho usi waqt loss main ja sakti hair oemotional ho kar app loss karwa lete ho
        • #829 Collapse

          Assalam-O-Alaikum ye jo forex trading ka business hay ye bhai gee bohat he soch samjh kar aur thanday damag say karney wala business hay aur is me hum ko kabhi be sirf candles ki move par bharosa kar kay jald baazi me trade nai karni chahiye.
          • #830 Collapse

            forex trading mai hum jitna patience say kaam kare gay us surat mai hum market ko samj b sakte hai and asani say earning b kar sakte hai forex mai real earning hoti hai is liye is mai humay yahe koshish karni hoti hai k hum jitna hosake nuksaan say bach basicaly forex mai profit k saat loss b face karna parta hai per agr hum trading apne experience say kare gay tw kabi loss kam say kam he hoga and usay hum easily cover b kar sakte hai
            • #831 Collapse

              Jee bhai hamy kabhi bhi jald baazi nahi krni chahiyebjab hum jald baazzi krty hain to tab hi hjm nuksan mai jaty hain or lalach b nahi krni chahihe or mehnat hamy dil laga kar krni chahiye.
              • #832 Collapse

                g haan forex trading main jald baazi sy kaam nai lyna chahiye. . .trade hmysha cool and calm way main honi chahiye market ko anlize krna chahiye phr trade krni chahiye. . .aisa na ho k ap jald baazi main trade krain wo ap ko nuqsaan ho jaaye. . .
                • #833 Collapse

                  Bilkul aesa he hai patience se work jab tak is business mein nai kare gay tab tak hum is business mein kamyab nai ho sakte hai , is business mein zaida nuqsan sirf or sirf greed ki waja se hota hai , is business mein successful hone k leye sirf or sirf is business mein stay kerna hota hai agr stay ker ley gay tou success easy ho jaye gi.
                  • #834 Collapse

                    Yes of course that you are say the right that we are work the markwt discipline. We are good work and we are follow the market trend.
                    • #835 Collapse

                      Forex trading market main hamesha jaldbazi main hi nuksan hota ha. forex traders ko chahiye ke wo kisi bhi time forex main trade enter karne main jald bazi na karin balke un ko chahiye ke wo pehle market ke trend ko dekhin or phir trade lagain.
                      • #836 Collapse

                        g hanhmain trading jald bazi sy niakarni chahiya q k agr hum jald bazi sy karein gy to hum koi galat descion karein gy is sy hmain loss ho ga.jasa k zindagi k har kam main jab hum jald bazi sy kam karty han to hmain nuksan ho ta ha isyhi forex trading mian hota ha
                        • #837 Collapse

                          yes you are right forex trading sab ka sab sabar se karne wala he or is men jald bazi hamesha nuqsan deh sabit hoti he or ye asa business he ke agar is men ap ko loss hone lag gya to ap dobara uth nahi saken ge.
                          • #838 Collapse

                            Dear hmen is business me jald bazi se kam nhi krna chahae kyun k agr hm is business me jald bazi se kam karty hain tu hmen kafi loss ho skata ha isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah jald bazi se nahi sbr se kam laina chahe is business me
                            • #839 Collapse

                              Salaam dear, jee bhoot acha question kiya aapne haan bilkul forex me jaldbazi karna tw bewakofi hn humein aisa bilkul nahi karna chahiye is se loss hi hoga sirf..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                G ap ki theek hy k hum ko forex trading mein jald bazi se bachna cahaiye aur forex trading mein kaam jald bazi se nhi karna cahaiye aur jab bhi forex trading mein kaam Karen tu knowledge aur experience se aur market ko dekh kar aur aur experience se trade ko open karna cahaiye jald bazi se open ki hwi trade mein loss hi ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X